yeh jo ap nay maths likhi hai yeh me ko bilkul smajh nahi aye {)ooo(}
ghaliban viky sahib maths main achay hain oon say poch laitay hain.
ya thori si tabdili kar laitay hain shaed samjh main aa ja'ay:
"kis dil ki baat kartay hain aap???????????
yah to
aap ko 49
aur
64 ko 51
day diya.
mairay pas kya hai,
mein to tahi dast/tahi daman hoon mairi jan.
mairi taraf say yah kamm "
dil per na loo"aap 2noon ko karna ho ga.
mein to dil k hawala say kangal aur muflis hoon."
bawar rahay tagray ka eak number ziyada rehta. maira ehsas kehta hai aap mairi tara sada aur maslihat kosh hain es liay aap ka 49 say kaam chal sakta hai.