Miti pao ji

  • Work-from-home

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan
viky, aap yaqenan zahein hain balkah bohat hi ziyada ta,hum 64 bhi kuch kam nahain.
aap donoon mujhy baray piyaray aur aziz hain.
Allah sahib aap sab ko kush aur salamat rakhy.
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
rr baji dheek rahee hoo iss ko boltai hai apney jaan bachna ... kiss safai say DR bhai nay apnay peacha chorayaa hum logon say {(laugh)}{(laugh)}{(laugh)}
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
DR uncle tusi khud to gr8 ho..isi lie hum bhi gr8 hain {(girldance)} {(girldance)}

buri baat be postive vicky slap1)}
 

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan
viky,
jab tak zinda hoon dostoon say door nahain reh sakta. mein dost bash shakas hoon. aap donoon zinda dil hain es liay mairi jan hain. koe jan k bagher aaj tak aap nay zinda daikha hai?????????????
64,
seraf aur seraf Allah sahib great hai.
apna khayaal rakho.
 

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
{(554)}{(554)} chelo dosto tum ka kema bano {(554)}
 

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan
kis dil ki baat kartay hain aap???????????
yah to
aap ko 51
aur
64 ko 49
day diya.
mairay pas kya hai,
mein to tahi dast/tahi daman hoon mairi jan.
mairi taraf say yah kamm "dil per na loo"aap 2noon ko karna ho ga.
mein to dil k hawala say kangal aur muflis hoon.
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
kis dil ki baat kartay hain aap???????????
yah to
aap ko 51
aur
64 ko 49
day diya.
mairay pas kya hai,
mein to tahi dast/tahi daman hoon mairi jan.
mairi taraf say yah kamm "dil per na loo"aap 2noon ko karna ho ga.
mein to dil k hawala say kangal aur muflis hoon.

yeh jo ap nay maths likhi hai yeh me ko bilkul smajh nahi aye {)ooo(}
 

dr maqsood hasni

Senior Member
Aug 11, 2008
943
286
1,163
72
kasur, pakistan
yeh jo ap nay maths likhi hai yeh me ko bilkul smajh nahi aye {)ooo(}
ghaliban viky sahib maths main achay hain oon say poch laitay hain.
ya thori si tabdili kar laitay hain shaed samjh main aa ja'ay:

"kis dil ki baat kartay hain aap???????????
yah to
aap ko 49
aur
64 ko 51
day diya.
mairay pas kya hai,
mein to tahi dast/tahi daman hoon mairi jan.
mairi taraf say yah kamm "dil per na loo"aap 2noon ko karna ho ga.
mein to dil k hawala say kangal aur muflis hoon."

bawar rahay tagray ka eak number ziyada rehta. maira ehsas kehta hai aap mairi tara sada aur maslihat kosh hain es liay aap ka 49 say kaam chal sakta hai.
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
aray uncle itni ghoma phira k batain na main nay kabhi ki hain na he mughe aisi batain smjah ati hai..lakin i hope ap nay jo bhi sab kaha acha he kaha hoga {(popcorn)}
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
lolz..kabhi parh bhi lia karo unke comments...thora izafa hoojayega knwledge mei tumhare{(thinkg)}
 
Top