hi friends yehan meray zahan main 1 sawaal araha hai k
hadees-e-paak hai k
"safai nisf imaan hai"
lakin log sirf apnay ghar ki safai kar k koora kachra ghar se bahar phaik detay hain {}{76yt
aur ye hi nahi 1 baar kuch aisa hua k 1 flate k neechay se koi aadmi guzar raha tha
kisi nay 3rd floor par se kachra phainka wo un par ja ker gira aur saray kapray kharaab hogai
isi tarha main college jarahi thi k 1 bus samnay ruki stop par us ki window main se 1 aadmi nay mun bahar nikaala aur paan kuch is tarha thooka jaisay kiyaari main paani day raha ho...aur meray white dress par bhi spot par gai...
ye longo ko kia hogaya hai...har taraf gandagi...jab bahar k country ki baat ki jaati hai...to in k mun ban jaatay hain...wahan log kitnay sufficient hain,,,,
pata nahi logon ko kis tarha safai ki taraf raghib kiya jye???
samajh nahi aata