kia ye hi safai hai?

  • Work-from-home

sweet_syndrella

TM Star
Jul 22, 2007
3,806
921
1,213
37
karachi the heart of pakistan
hi friends yehan meray zahan main 1 sawaal araha hai k

hadees-e-paak hai k

"safai nisf imaan hai"

lakin log sirf apnay ghar ki safai kar k koora kachra ghar se bahar phaik detay hain {}{76yt

aur ye hi nahi 1 baar kuch aisa hua k 1 flate k neechay se koi aadmi guzar raha tha

kisi nay 3rd floor par se kachra phainka wo un par ja ker gira aur saray kapray kharaab hogai

isi tarha main college jarahi thi k 1 bus samnay ruki stop par us ki window main se 1 aadmi nay mun bahar nikaala aur paan kuch is tarha thooka jaisay kiyaari main paani day raha ho...aur meray white dress par bhi spot par gai... {()|vbb

ye longo ko kia hogaya hai...har taraf gandagi...jab bahar k country ki baat ki jaati hai...to in k mun ban jaatay hain...wahan log kitnay sufficient hain,,,,

pata nahi logon ko kis tarha safai ki taraf raghib kiya jye??? {}{78iu

samajh nahi aata
 

yasir

TM Star
Jun 23, 2007
1,011
137
63
37
lahore
sari khalti logo ki nahi hai koch hamare bare bozorgoo ki bhi hai app jaisa apne bachoo taleem doo gay woo waise hi ban jate hai
pakistan main hi nahi hai asa or kafi country hai jis main asa hota hai ( india.afganistan.bangladesh) etc
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
is ki asal prob to rules n regulations hein
humaray country may itnay hard rules nahe hein k log dar jayain..sirf dewaro per likha nazer aata hai k yahan gandagi kerna mana hai..even then log wahin gandagi kertey hein jahan unhe kerney say mana kia jata hai..aisa is liay hai k jub hum bahir ki countries ki bat kertey hein to us k sath sath hum un k rules ki bhi tareef kertey hein k bhui un k rules kitnay achay hain..yahan humari country ko zaroorat hai to sirf rules ki
wahan choti choti baton per police aa jaty hai..yahan bari say bari bat ho jay to police nahe aty bas sara prob he yehi hai..ager aj yahan rules achay ban jatay hein to i hope k Pakistan aik buhat taraki yafta mulk ban sakta hai INSHALLAH
 
Top