Karbala Nasib Se Jana Nasib Ho

  • Work-from-home

goodfrndz

"A faithful friend is the medicine of life."
VIP
Aug 16, 2008
12,849
4,072
1,113
محبت والا
bohat bohat zbrdast

~~~shukriya~~~

hamarey saath share krney k liye. . . . .


umeed krtey hain k aap aisay hi hamrey saath share krte rahain gey . . .. . InshaAllah
 
  • Like
Reactions: **King**

payal

TM Star
Apr 12, 2009
1,246
672
113
Ameen...
khuda kare tumhare saath saath meri bhi yehi tamanna puri hojayee..
Thanx cute...
 
  • Like
Reactions: **King**

HaLaKOO

Newbie
Aug 18, 2009
812
485
0
Karachi
Sajda To Sirf Allah Rabbul Aalameen K Liye Hai.
Kisi Zinda Bande KO Sajde Ka Hukum Nahi Hai To Yeh Qabar Walon Ko Sajda Kaise Jaiz HO Sakta Hai ??
 

Arabian.Paki

Newbie
Sep 16, 2009
33
7
0
Sajda To Sirf Allah Rabbul Aalameen K Liye Hai.
Kisi Zinda Bande KO Sajde Ka Hukum Nahi Hai To Yeh Qabar Walon Ko Sajda Kaise Jaiz HO Sakta Hai ??

Yes You are right Bahi,laikin Ye sirf Aik tamana Zahir ki gayi hai,Poetry main Boht si baatain Aisi Hoti hain ,jo Haqeeqat main Insan Kerta nahi hai.
 

haroonbaig

Newbie
Jun 28, 2009
682
275
0
42
but v should b very very careful n precise on Islamic issues. v cannot say that its poetry then its ok, noway @ arabian
 

payal

TM Star
Apr 12, 2009
1,246
672
113
Jis tarha H.MOHD>MUSTAFA S.S.W.S..ki qabr e paak per jaana jayez hai usi tarha Imam Hussain ki qabr per bhi...Aap Rasool ke nawase the aur raah e haq me shaheed hue...aur sajde ka yeh matlab nahi k wo humare mabood ya khuda hogaye...khuda ko sajda aur aqeedat se kisi k aage sar jhukana bahut farq hai..
sahebe aqal ghaur kar sakte hain...

 
  • Like
Reactions: <different_person>

HaLaKOO

Newbie
Aug 18, 2009
812
485
0
Karachi
Arabian Aise Alfaaz Muh Se Nikaalna Chahe Wo Daanista Hon Ya Na Daanista Poetry Mai Hon Ya Prose Mai Kufriya Ho Jate Hain Aur Imaan K Daaire Se Insaan Ko Khaarij Kar Daite Hain...
 
  • Like
Reactions: haroonbaig

Entertainer

Senior Member
Jul 10, 2008
536
564
1,193
34
Very Very Nice Sharing . . . . Cute Angel . . ..
Thanks for sharing . . . .
& i agree with payal . . . ..
 

Lightman

TM Star
Aug 27, 2009
4,299
2,429
1,313
FrOnT Of YoUr EyEs
Bro shayad ap ko is ka matlab sehi nhi samj aaya......Let me explain........... Agr ap ny is ko sehi tarh sy parha hu to is p likha hy k dary HUSSAIN
"P"sajda....yaha p ye nhi likha huwa hy k dary HUSSAIN ko sajda.......OK
Jis tarah ghar main Namaz parhny sy agr masjid main pari jay to ziada Ajar Milta hy or Agr yehi Namaz BAIT-U-ALLAH sharef main pri jay to or ziada ajar milta hy Bilkul isis tarah k Dary HUSSAIn aik Afzal Muqaam hy Or waha p ja Kar ALLAH ko sajda Karnay ka Ajar Bht ziada hy......In Ashaar main Poet ny isi tarf ishara kiya hy.......orApni tamana k izhar kiya hy k waha p in ki ye Namaz YA sajda AKHRI ho............
 

kamran444

TM Star
Jun 24, 2009
4,111
1,984
1,313
35
pakistan Lahore
agree with Arabian.Paki n payal ka jawab kafi ha mare khiyal se halako bhai main jald hi ap ko aik acha sa iis bare main jawab don ga jis se ap ka dil ko tsalli ho jaye gi INSHA ALLAH
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
اسلام علیكم
سجدہ اللہ كے علاوہ كسی ہستی كو عقیدتا ہو یا تعزیما اسلام میں حرام اور لازمی شرك تصور كیا گیا ہے
ہم نماز جنازہ میں سجدہ یا ركوع كیوں نہیں كرتے كیا ہمارا سجدہ یا ركوع سامنے میت كے لۓ ہوگا نہیں بلكہ ہم سجدہ اللہ ہی كو كرینگے اور ركوع اللہ ہی كو كرینگے ركوع و سجدہ میں اللہ ہی كی حمد و ثناء اور پاكی بیان كرینگے لیكن اس كے باوجود اللہ نے ہمیں سجدہ اور ركوع سے روك دیا كہ ممكن ہے تمہارے خیال میں یہ بات پیدا ہو یا دور كسی كے خیال میں یہ بات آۓ كہ سجدہ میت كو ہورہا ہۓ
اللہ نے فورا پابندی لگادی اللہ رب العالمین كو یہ بھی گورا نہیں اللہ كہ علاوہ كسی غیر كے متعلق یہ خیال پیدا ہو پہلے انبیاء كرام كی شریعت میں سجدہ تعزیما جاءز تھا
لیكن آقا مدنی صلی اللہ علیہ وسلم كی شریعت میں اسے بھی حرام كردیا گیا
 

HaLaKOO

Newbie
Aug 18, 2009
812
485
0
Karachi
Jis tarha H.MOHD>MUSTAFA S.S.W.S..ki qabr e paak per jaana jayez hai usi tarha Imam Hussain ki qabr per bhi...Aap Rasool ke nawase the aur raah e haq me shaheed hue...aur sajde ka yeh matlab nahi k wo humare mabood ya khuda hogaye...khuda ko sajda aur aqeedat se kisi k aage sar jhukana bahut farq hai..
sahebe aqal ghaur kar sakte hain...
Sajda to sirf Allah Rabbul Aalameen aur Wahdahu Lashareek k liye hai. to yeh tazeeman sajda kahan se aa gaya hai hamare pyare aur mukammal deen mai aur agar yeh sahi hai, Islam mai jaiz hai to yahan proof diya jaae. daleel di jaae phir is par baat hogi.

Bro shayad ap ko is ka matlab sehi nhi samj aaya......Let me explain........... Agr ap ny is ko sehi tarh sy parha hu to is p likha hy k dary HUSSAIN
"P"sajda....yaha p ye nhi likha huwa hy k dary HUSSAIN ko sajda.......OK
Jis tarah ghar main Namaz parhny sy agr masjid main pari jay to ziada Ajar Milta hy or Agr yehi Namaz BAIT-U-ALLAH sharef main pri jay to or ziada ajar milta hy Bilkul isis tarah k Dary HUSSAIn aik Afzal Muqaam hy Or waha p ja Kar ALLAH ko sajda Karnay ka Ajar Bht ziada hy......In Ashaar main Poet ny isi tarf ishara kiya hy.......orApni tamana k izhar kiya hy k waha p in ki ye Namaz YA sajda AKHRI ho............
Mere bhai aap ne jo baat ki hai usay zara saabit to karain k Dare Hussain aik afzal muqaam hai aur wahan par Allah ko sajda karne ka ajar bohot ziyada hai yeh plz meri aap se guzarish hai yeh batain k yeh jo baat apne ki hai yeh Quran shareef ki konsi ayat mai hai yaa phir konsi hadeese Rasool SAWW mai hai taakay hame bhi to pata chale !!
 
  • Like
Reactions: haroonbaig
Top