ilm e nafsiyat part 1

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Walaikum salam Wrwb!
MashAllah Kafi ache tareeke se aapne her ek ki aspect bayan kiye and choti si tanqeed se related jaise k anaaya ne kaha kuch tanqeed humare mistakes ko solve kerne k lie huti hain and es se hum aapni mistakes samaj jate hain so agree with her but humara yeh Khayal hain k Tanqeed kiya jaye ba sherte k us mei wakiye aise koi mistake ho, kio k kuch loug just as formality tanqeed kerte hain ya pir buss khud ko more wise describe kerne k lie kessi k ache work mei kuch khamiyan paida kerte hain, voh bhi bagahir yeh soche k es bande k mahnut dekhe jho aapke diye hue Example se show huti hain k first mistakes point out kiye then usay painting ki next day mei Tareef ki gaye so esay kahte be waja tanqeed jess se koi depreciate he hota hain so hamisha hame kessi ko Tanqeed serf tabhe kerne chahye jub mostly zaroorat padhe and one thing more k kessi k mistake ko sabhe k samne point kerne ki zaroorat nahin es se hota yeh hain k jess bande k mistake liya ja raha uska sabke samne confidence kum hujate hain and es ek mistake lene pe voh shayed next time khud se himmat ker k koi work show na kare tu kessi k ghalti personally baad mei samjaya jaye tu yeh ek behter tareeka hota hain es se hoga yeh k bande ka confidence bhi berkarar rahega and 2ndly voh apani mistake ko bhi samajh jayega jho next time nahi karega so such Tanqeeds can turn out positively for the good result.
 
Top