Haal-e-Dil by Db

  • Work-from-home

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan


MY SECOND POEM

SPECIAL THANKS TO MY FRIEND

HAAL-E-DIL

Haal-dil unhe sunayen kaise
Dil me chupa dard dikhayen kaise
Mat chaho kisi ko bhi itna tum
Mat karo kisi par bhi aitebar tum
Chaha hum ne bhi kise ko had se ziyada
Par mili hain mohabbat me hume ruswaiyan
Karte rahe aksar apni mohabat ka iqrar hum
Par mile hume mohabat ke badle ghum he ghum
Manga aksar hum ne unhe apne Rab se
Aur wo khush thay kise aur ke sang
Hum nai tu ki the sachi muhabat un se
Aur wo karte rahe kise aur se mohabbat
Hum ne har khushi o Ghum mai unka sath chaha
Aur wo sath nibhate rahe kisi aur k sang
Rote rahe aksar un ki yaad me hum
Aur wo rote rahe kisi ghair k liye
Hum ne kiya sirf unhi par aetebar
Aur wo karte rahe kise aur par
Kitni shiddat se chaha unhe bataiyen kaise
Apne dil kai zakham unhe dikhayen kaise
Taraste rahe sirf un ki ek jhalak ke liye hum
Aur wo guzarte he nahi hamare dil ki galiyun se
Gila hume ye nahi ke chaha nahi hume
Gila sirf itna hai kai tora mera dil kise aur kai liye
Khwahish hai dil ki unhe pane ki bohat
Aur wo rakhe hai ye khwahish kisi aur k liye
Rakhte the umeed sirf unhi se hum
Aur tori hamari har umeed unho ne kise aur k liye
Hota itna asaan agr kise ko bhol jana
Hum bhi bhula daite unhe kise aur ke liye
Hum ne apni duniya bhula di un k liye
Aur wo hame hi bhol gaye kise aur k liye
Dua hai yehi kai khush rahe wo umr bhar FARASAT
Na tore wo shakhs mere mehboob ka dil kise aur kai liye..

 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Rote rahe aksar un ki yaad me hum
Aur wo rote rahe kisi ghair k liye
Hum ne kiya sirf unhi par aetebar
Aur wo karte rahe kise aur par

boaht Khoob DB ... keep it up ...:)
 
Top