Dard-e-na-Ashana

  • Work-from-home

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Assalamoalaikum wrwb...umeed hai sab theek hogein...bht dino baad...aur kehsakte hein..saalo baad..mai yeh choti si poetry apke saath share karna chahta ho...abhi recently likhi hai...aur yeh sab Saviou(Nasir bhai) ke kehne par likhi hai..kyonke unho ne humse yeh farmaish ki thi...i hope ap logo ko pasand ayegi inshAllah...

Dhukko ke sahiloon pe hai kashti zindagi ki
Samandar mei bhi hamdardi ki wosaet nahi hai

Dei chuke hai hum qurbani apne armano ki
Duniya mei kaboliyat ki gunjaish nahi hai

Hum pachtaye koi dagha na karke is jahaan mei
Sazaye yaraan mei nafrat ki lazzat nai hai

Na jaane kaha hai khushiyo ki bahar is baras
Dil ki wiraniyo mei jazabaat ki aahat nai hai

Kisi majno ki chahat ka afsana sun ke bhi
Aashiqi ki tarap aur sabare chahat bhi nahi hai

[FONT=&quot]Ujhre howe wirano mei basera hai mehmano ka[/FONT]
[FONT=&quot] yeh duniya ki lazzat hai, Waqas jannat nai hai[/FONT]

[FONT=&quot] take care Allah Hafiz
[/FONT]
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
arre wow MASHAALAH amazing waqas bhaya

Dhukko ke sahiloon pe hai kashti zindagi ki
Samandar mei bhi hamdardi ki wosaet nahi hai

Ujhre howe wirano mei basera hai mehmano ka
yeh duniya ki lazzat hai, Waqas jannat nai hai

ye do ishaar to zabardast hain :-bd

par aik shaer samajh nhi aa rha is may

Hum pachtaye koi daga na karke is jahaan mei

ye wala {(popcorn)}
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
waah janab kya baat hai
apne to bohot acha likha hai
lekin kaafi dard hai apki poetry me

isko thora kam karna chahiye thora kya balke khatam karna chahiye

bohot bohot shukriya hamari farmaish par apne phir se qalam uthaye hain
aur umeed hai aage bhi aap likhte rahenge insha Allah
 
shukriya pasand karne ke lie..
iska matlab hai ke maine hamesha koi daga bazi ya fareb nai kiya..is liye mere dosto ne jo saza di woh ziada aziyat wali nahi thi(yaani unho ne mujhe ignore kiya na ke mujhe punish kiya)..to mere kuch ziada crime na karne ki waja se mujhe ziada saza nai mili...
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalamoalaikum wrwb...umeed hai sab theek hogein...bht dino baad...aur kehsakte hein..saalo baad..mai yeh choti si poetry apke saath share karna chahta ho...abhi recently likhi hai...aur yeh sab Saviou(Nasir bhai) ke kehne par likhi hai..kyonke unho ne humse yeh farmaish ki thi...i hope ap logo ko pasand ayegi inshAllah...

Dhukko ke sahiloon pe hai kashti zindagi ki
Samandar mei bhi hamdardi ki wosaet nahi hai

Dei chuke hai hum qurbani apne armano ki
Duniya mei kaboliyat ki gunjaish nahi hai

Hum pachtaye koi daga na karke is jahaan mei
Sazaye yaraan mei nafrat ki lazzat nai hai

Na jaane kaha hai khushiyo ki bahar is baras
Dil ki wiraniyo mei jazabaat ki aahat nai hai

Kisi majno ki chahat ka afsana sun ke bhi
Aashiqi ki tarap aur sabare chahat bhi nahi hai

[FONT=&quot]Ujhre howe wirano mei basera hai mehmano ka[/FONT]
[FONT=&quot] yeh duniya ki lazzat hai, Waqas jannat nai hai[/FONT]

[FONT=&quot][/FONT]
[FONT=&quot] take care Allah Hafiz
[/FONT]

waise waqas bhaya aap ko zaroor likhna chahie
zabardast likhtey ho aap

its realy amazing :-bd
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
shukriya pasand karne ke lie..
iska matlab hai ke maine hamesha koi daga bazi ya fareb nai kiya..is liye mere dosto ne jo saza di woh ziada aziyat wali nahi thi(yaani unho ne mujhe ignore kiya na ke mujhe punish kiya)..to mere kuch ziada crime na karne ki waja se mujhe ziada saza nai mili...
ohhhhhhh its "DAGHA" theek nice hay

in fact main usse dega par rhi thi :s

HUM pachtaye koi dagha na kar k is jahan may
sazaye yaraan may nafrat ki lazzat nhi hay

hmm gud hay :-bd
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
waah janab kya baat hai
apne to bohot acha likha hai
lekin kaafi dard hai apki poetry me

isko thora kam karna chahiye thora kya balke khatam karna chahiye

bohot bohot shukriya hamari farmaish par apne phir se qalam uthaye hain
aur umeed hai aage bhi aap likhte rahenge insha Allah
my pleasure bro...jee dekhte hein..ke yeh zindagi is dard ko khatam karne deti bhi hai ya nai....khoshish rahegi ke khatam kardein inshAllah...
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
ohhhhhhh its "DAGHA" theek nice hay

in fact main usse dega par rhi thi :s

HUM pachtaye koi dagha na kar k is jahan may
sazaye yaraan may nafrat ki lazzat nhi hay

hmm gud hay :-bd
shukriya sis...galti pakarne ka..maine editing kardi wapis..thanks once again for liking
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
boooht aala.......
farry ap sach me boht acha likha hai........
sare aashar ki boht ache hn...
Hum pachtaye koi daga na karke is jahaan mei
Sazaye yaraan mei nafrat ki lazzat nai hai

Na jaane kaha hai khushiyo ki bahar is baras
Dil ki wiraniyo mei jazabaat ki aahat nai hai

Kisi majno ki chahat ka afsana sun ke bhi
Aashiqi ki tarap aur sabare chahat bhi nahi hai

Ujhre howe wirano mei basera hai mehmano ka
yeh duniya ki lazzat hai, Waqas jannat nai hai

ye to boooooooooht khoob hn....
 
thnx anaaya....
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Oh MY God!!!!!
Waqas the Gr8..wowowowwo
Really awesome....
zondagi ki sacchayi..purdard ashaar..wah g wahh..
Bemisaaal...
But meri ek choti si advice..
Dard ko jitna yaad rakhoge utna hi us dard se zakhm taza rahte hain..
Bahtar hoga k hum bhoolne ki koshish karen,zindagi ko nayi nahej p agaay barhaaaen..
I knw ,ye asaan nahi,magar koshish honi chahiye ek roshan mustakhbil k liye..
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Ap ne bilkul thek kaha bahar...
Hume khud se wabsta logo ka khayal rkhna chaye...
Jo hume udas dekh kr udas ho jate hn..
Is lye zindgi jesi b ho humesha khush rehna chahaye.......
Apne lye hi nhi balke apne apnon k lye......
oh my god!!!!!
Waqas the gr8..wowowowwo
really awesome....
Zondagi ki sacchayi..purdard ashaar..wah g wahh..
Bemisaaal...
But meri ek choti si advice..
Dard ko jitna yaad rakhoge utna hi us dard se zakhm taza rahte hain..
Bahtar hoga k hum bhoolne ki koshish karen,zindagi ko nayi nahej p agaay barhaaaen..
I knw ,ye asaan nahi,magar koshish honi chahiye ek roshan mustakhbil k liye..
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Oh MY God!!!!!
Waqas the Gr8..wowowowwo
Really awesome....
zondagi ki sacchayi..purdard ashaar..wah g wahh..
Bemisaaal...
But meri ek choti si advice..
Dard ko jitna yaad rakhoge utna hi us dard se zakhm taza rahte hain..
Bahtar hoga k hum bhoolne ki koshish karen,zindagi ko nayi nahej p agaay barhaaaen..
I knw ,ye asaan nahi,magar koshish honi chahiye ek roshan mustakhbil k liye..
thnx bahaar..pasand karne ke lie...
jee apne bilkul theek kaha....inshAllah Allah behtar karegein..
 
Top