Coffee With RedRose- Saviou

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
q:ada n ager ap s chichore queston kiye to ap kiya ??????????
forum chor den g?:(
gusa pi len g?=D>
enjoy karen g?;)
mere ada :xko kuch na kahna plz:-/
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
ناصر بھائی کا انٹرویو پڑھ کر بہت خوشی محسوس ہوئی
انٹرویو میں ایک اصول لازمی ہونا چاہئے یعنی میزبان اور مہمان کے درمیان پہلے انٹرویو ہونا چاہئے ان کا کافی کا مگ ختم ہوجانے کے بعد پھر دوستوں کو کافی ملنی چاہئے
لیکن الٹی گنگا بہہ رہی ہے ابھی پری کی طرف سے انٹرویو شروع ہوا نہیں کہ دوستوں نے سوالات کی بوچھاڑ کردی ویسے ناصر بھائی سے کتنی محبت ہے یہ اس کی مٹھاس ہے
خاص کر چھوٹی نے تو اپنے انکل کی انگلی ہی پکڑ رکھی ہے اور پری سے زیادہ سوال تو چھوٹی نے کرڈالے
اللہ تعالی اس محبت اور پیار کو دوستوں میں قائم رکھے

lolz he is not my uncle :eek:he is my bro nasir bro know my age.:Dhum unse kuch sal hi choti hen.:-bd
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
ناصر بھائی کا انٹرویو پڑھ کر بہت خوشی محسوس ہوئی
انٹرویو میں ایک اصول لازمی ہونا چاہئے یعنی میزبان اور مہمان کے درمیان پہلے انٹرویو ہونا چاہئے ان کا کافی کا مگ ختم ہوجانے کے بعد پھر دوستوں کو کافی ملنی چاہئے
لیکن الٹی گنگا بہہ رہی ہے ابھی پری کی طرف سے انٹرویو شروع ہوا نہیں کہ دوستوں نے سوالات کی بوچھاڑ کردی ویسے ناصر بھائی سے کتنی محبت ہے یہ اس کی مٹھاس ہے
خاص کر چھوٹی نے تو اپنے انکل کی انگلی ہی پکڑ رکھی ہے اور پری سے زیادہ سوال تو چھوٹی نے کرڈالے
اللہ تعالی اس محبت اور پیار کو دوستوں میں قائم رکھے
 
  • Like
Reactions: saviou

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
acha to nasir bro
sahri m kitna gusa ata h?
aftaari m kitna ?
roza choot jae to kitna?
gher wale mana ker de apko roza s to kitna?
gusa ki miqdar kiya h?:))
ache sawal hain choti :p

na sehri me gussa aata hai

na iftaar me

Alhamdulillah roze to ham nahi chorte aur na hi koi aisa uzr hai jo choren
kyun k agar jaanbujh kar agar koi roza chorde bina koi uzr k to zindagi bhar k roze bhi uski barabri nahi karsakte..Allah hame pure roze rakhne ki taufeeq de Aameen

ghar wale kabhi mana nahi karte aur maanlo agar karen to ham unki baat nahi manenge kyun Allah ki baat k samne kisi ki baat ko bartari nahi chahe ho maa baap hi kyun na hon

filhaal to gusse ki midgar 0 hai :)
 
  • Like
Reactions: Aara'af

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Q:acha janab y swal tari bhai s bhi h un k interviw k waqt dimag m nahi aya tha:(q:aj k dor m jahan larke bare ho k family k liye 1 shrem ki alamet ban jate hen ase m ap ache insan kese bane?

choti jaise hath ki 5 unglian ek jaise nahi hoti waise sab aise nahi hote
aaj k daur me ladke aur ladkian dono aise hi hain bas jisse Allah hidayat de
Allah ka shukr hai usne hame is ser zameen par bulaya aur phir usne hame apne deen se wabasta kardiya aur Allah se dua hai hame akhri saans tak sahi deen par kalime tauheed par sabit kadam rakhe Aameen :)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
q:apki deeni terbiyet kis n ki?
ammi
aboo
teacher
ap n khud=D>
bohot hi ahem sawal choti
ghar se hi shuruat huyi lekin ham bachpan se bohot zyada shareer the to baat nahi mante the
abbu ne bachpan me hi hamara zahen dekh kar english translation me Quran lake diye par Allah ki qasam hame ek ya do line ek ya do baar padhe phir usko hath nahi lagaya...

lekin Allah ka karam o ahsaan hai ham suadi aaye aur yahan ek acha mahol mila aur dil me ek tadap bhi thi haq ko janne ki ye firqe jamaten ya sare masalon ko janne ki in sab k beech sahi deen ko sikhne ki wo tadap ko yahan rasta mile yahan sukoon mila yahan uski pyas bhuji...

yahan aane k baad hamne khud se mutala shuru kiya apko tajjum hoga ye jaan kar k hame urdu nahi aata tha saudi aake hi ham ne sikha mutale k dauran kayi sawal zahen me aate the us waqt Allah ne ek aur karam kia hame ek ustad se milaya wo sudan se hain unka naam Jibrael hai wo hame kaafi madad kiye kaafi ilm mila unse aur phir unke zariye ham sheikh Ahmed Deedat k cds dekhe unke lectures aur debates se kaafi mutassir huye issi tarah Dr Zakir naik k cds debates aur lectures aur sath hi hamne alag alag tafaseer se Quran ka mutala shuru kiye aur ahadees khareed kar apne paas rakeh aur unko padhne lage time kam padh jata tha itna mutala hota tha Alhamdulillah :)

bas issi tarah se Allah ne hamari tarbiat ki aur abhi ham sikh rahe hain Allah se hamesha yehi dua hai k wo hame khair aur barkat wala ilm aata kare Aameen

Jazakallah khair choti :)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
ناصر بھائی کا انٹرویو پڑھ کر بہت خوشی محسوس ہوئی
انٹرویو میں ایک اصول لازمی ہونا چاہئے یعنی میزبان اور مہمان کے درمیان پہلے انٹرویو ہونا چاہئے ان کا کافی کا مگ ختم ہوجانے کے بعد پھر دوستوں کو کافی ملنی چاہئے
لیکن الٹی گنگا بہہ رہی ہے ابھی پری کی طرف سے انٹرویو شروع ہوا نہیں کہ دوستوں نے سوالات کی بوچھاڑ کردی ویسے ناصر بھائی سے کتنی محبت ہے یہ اس کی مٹھاس ہے
خاص کر چھوٹی نے تو اپنے انکل کی انگلی ہی پکڑ رکھی ہے اور پری سے زیادہ سوال تو چھوٹی نے کرڈالے

اللہ تعالی اس محبت اور پیار کو دوستوں میں قائم رکھے

Aameen :)

bohot shukriya janab

haan apne sahi kaha lekin isme bhi koi harj nahi aur sawal to hamare hisab se kam hi ho rahe hain bohot se dost gayab hain ramzan ki mashguliat me hain khud aap kayi din baad nazar aaye ho..

aur ye kya janab apne chote bache ko uncle keh diye :p
han buzurgon ki aadat hoti hai aisa kehna

waise ham apke sawalon k bhi muntazir hain aur choti k sawalon se bohot khush hain :)
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
acha lag raha hay nasir bhi apka intervio parh kar..
itnay saray sawalat poch lie sab nay,ab may kia pocho ap say?????????
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh
Status
Not open for further replies.
Top