toot ker bhi dharakta rehta hai
dil sa bhi koi wafa daar nahii
toot
Dil ke dard ko chhupana kitna mushkil hota hai,
Toot ke fir muskurana kitna mushkil hota hai
Muskurana
Toot ke fir muskurana kitna mushkil hota hai
Muskurana
toot ker bhi dharakta rehta hai
dil sa bhi koi wafa daar nahii
toot
bachpan ke din barish main bheeg ke khush hona yad ayaDil ke dard ko chhupana kitna mushkil hota hai,
Toot ke fir muskurana kitna mushkil hota hai
Muskurana
bachpan ke din barish main bheeg ke khush hona yad aya
woh tera darwaze se mujhe dekh ke muskurana yad aya
bachpan
is veerangi se humne kuch samaan karne hainKhoobsurat saman tha bachpan main,
Dost sara jahan tha bachpan main
Saman
is veerangi se humne kuch samaan karne hain
jaane kyun shikast ke azaab lye phirta hon
azaab
safar akele hi kaat lo ge?yeh pocha to woh ro bethaYe Safar Nahi Azaab Hai,
Yahan Her Kisi Pe Naqaab Hai
Safar
safar akele hi kaat lo ge?yeh pocha to woh ro betha
sawaal kitna ajeeb tha,jawaab kitna ajeeb tha
jawaab
tumhara raasta umer bhar takne se acha haiHum Chahtay Hain Aap Se Umar Bhar Ki Dosti
Hamary Is Ulfat Ka Jawab Kia Do Gay…?
Bhar
tumhara raasta umer bhar takne se acha hai
tum jane se pehle meri aankhen bujha dena
bujha
fanii new word dediya hai maneShola tha jal-bujha hun havayen mujhe na do
main kab ka ja chuka hun sadayen mujhe na do
Havayen
Shaam Hote Hi Chiragon Ko Bujha Deta Hoon
Yeh Dil Hi Kaafi Hai Teri Yaad Main Jalne Ke Liye
yaad
Zidon Say Tarqe Taluq To Kar Liya Lekin
Sukon Usay Bhi Nhi,Be Qarar Hum Bhi Hain
Qarar
Jidhar Dekho Udhar Hi Ishq Ke Beemar Baithe Hain
Hazaaro Mar Chuke Hain Saikdo Tayyar Baithe Hain
Hazaaro
Bichhr Jaany Ka Usko Bhi Hua Armaan Kehty Hain
Judaai Me Usi Ka Bhi Hua NuQsaan Kehty Hain
Nuqsaan
Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain,
Abhi Ishq Ke Imtehan Aur Bhi Hain
Imtehan