ya to uska tazkirah kare hr shaks
ya phir koi humse guftugu na karee
tazkirah
Bhool Ke bhi Aakhir Kahan Bhool Paya Hun Tujhe
Aaj Bhi Dhadkan-Dhdkan Tere Tazkirah Mein Hai.
Dhadkan
ya to uska tazkirah kare hr shaks
ya phir koi humse guftugu na karee
tazkirah
tum laakh chupao seene main ehsaas hmari chahat kaBhool Ke bhi Aakhir Kahan Bhool Paya Hun Tujhe
Aaj Bhi Dhadkan-Dhdkan Tere Tazkirah Mein Hai.
Dhadkan
Har Baar Dil Se Yeh Paigham Aayetum laakh chupao seene main ehsaas hmari chahat ka
dharkan tumhare dil ki pegham yahan tk lati hai
peghaam
hamare naam se hongi riwayaten zindaHar Baar Dil Se Yeh Paigham Aaye
Zubaan Kholon To Tera He Naam Aaye
Naam
bachon agay qadam barhaaohamare naam se hongi riwayaten zinda
hamare hisse main parcham wafa ke aayen hain
parcham
yehi hai qurbat e chahat koi doori to nahibachon agay qadam barhaao
apnay parcham ko lehraao
Qadam
Jis Ki Qurbat Main Pyar Bahut Haiyehi hai qurbat e chahat koi doori to nahi
qadam uske ghar ki tarf uthte hi ruk jate hain
qurbat
kitna dushwaar hai us shaks ko ja ker milnaJis Ki Qurbat Main Pyar Bahut Hai
Us Ka Milna Dushwar Bahut Hai
Dushwar
Wo Markazi Kirdar Hai Kahani Ka, Lekinkitna dushwaar hai us shaks ko ja ker milna
jiska kirdaar sitaaron ki tarha roshan ho
kirdaar
ab to shayed hi uth paye woh itna gir ker magarWo Markazi Kirdar Hai Kahani Ka, Lekin
Kehta Hai Kahani Mein, Mera Naam Na Aaye...!
Markazi
ab to shayed hi uth paye woh itna gir ker magar
markazi kirdaar hi tanha ubharta hai
ubharta
maana ke andhera ghana haiAndhera Mera Rasta Roky Ga Kab Tlak,,
Main To Suraj Hon, Ubharta Chla Jaon Ga.
Andhera
Madhosh ho k dil ne wah wah kr diyamaana ke andhera ghana hai
per diya jalana kahan mana hai?
diyaa
dil o dimagh ko roo longa ahh karlonga
tumhare ishq main sab kuch tabah karlonga
ahh
hum hain mushtaq or woh bezaarahh..Raass aati nahi tanhai bhi..
aur har shakhs se be-zaar bhi hun!.
be-zaar
hum hain mushtaq or woh bezaar
ilaahi yeh maajra kya hai?
mushtaq
yar ap to hamara hi shair hamen suna dete ho check it plzHum Hain Mushtaq Aur Woh Hain Bezaar
Ya Ilaahee ! Yeh Maajra Kya Hai???
iLaahee
haha sory bro ab teek kr diya hai check ityar ap to hamara hi shair hamen suna dete ho check it plz
toot ker bhi dharakta rehta haiye baat umar bhar samajh na paya main kabhi Mushtaq
kyun dil mera us wafadar ka talabgaar tha...!!
Wafadar