main banda hun log nahiap kia logon me shamil ny hy :confused:
main banda hun log nahiap kia logon me shamil ny hy :confused:
kher churu topic change hura hy, dusri jaga milu kabi is pr bt hugi ok na ?main banda hun log nahi
isse dusre lafzon main thukrana hi kaha jata hai or jin akser logon ki aap baat kr rhe hain to ho sakta hai Allah ko un logon ki khud per jabar k ke parhne wali namaz apki khud per jabar na kar ke parhne wali namaz se zyada pasand aajai?yeh faisla krne ka haq to sirf Allah ko haina apko ya mujhko to nahitukra raha nahi.. keh raha hun apnay pe jabar kar kay Allah ko yad nahi kar satka... Yani aksar logon ka dil nahi karta namaz parnay pe or sahi namaz nahi partay.. khiyal kahin or hota or formality kay namaz par detay hain... main esi namaz nahi parna chahta... cb main log ro partay hain ess liey nahi jata
bhai ap muje se jhoot na bolo or muje batao ap tahajud ki namaz kyun nahi partay or subah kiisse dusre lafzon main thukrana hi kaha jata hai or jin akser logon ki aap baat kr rhe hain to ho sakta hai Allah ko un logon ki khud per jabar k ke parhne wali namaz apki khud per jabar na kar ke parhne wali namaz se zyada pasand aajai?yeh faisla krne ka haq to sirf Allah ko haina apko ya mujhko to nahi
na parhne ki wajohat dhondne ko tukharana hi kaha jata hai or jin akser logon ki ap baat kr rhe hain to ho sakta hai un akser logon ki khud pe jabar kr ke parhne wali namaz Allah ko apki khud per jabar na kar ke parhne wali namaz se zyada pasand ajai? namaz to Allah ke lye ada ki jati haina to namaz ko pasand krne ka haq b sirf Allah ka hi hoa hamara ya apka thori hoa or phir amaal ka daromadar to niyyat per hota haina to woh log jo namaz ko bojh samjh ker ya dil per jabar kar ke lekin Allah ke azab se dar ker namaz ke farayiz ada kr dete hain to i think woh un logon se behter hote hain jo namaz ko bojh na samjh ker or dil per jabar na kar ke namaz ada krte hain or phir dusre shaks ki tarf se ada ki jane wali namaazon per tanqeed krte hain by the way ap chatbox main kyun entry nhi kr rhe?tukra raha nahi.. keh raha hun apnay pe jabar kar kay Allah ko yad nahi kar satka... Yani aksar logon ka dil nahi karta namaz parnay pe or sahi namaz nahi partay.. khiyal kahin or hota or formality kay namaz par detay hain... main esi namaz nahi parna chahta... cb main log ro partay hain ess liey nahi jata
namaz main Allah ke lye parhta hon islye javbdah b ussi ko hon ap cb main kyun nahi arhe yr?bhai ap muje se jhoot na bolo or muje bataon ap tahajud ki naaz kyun nahi partay or subah ki
na parnay ki waja yeh tukrana nahi hota... bilkay reason batana hai... kay namaz mushkil hai ess liey log nahi partay... masjidain veeran hain... or aksriat namaz nahi part us ki waja yehi hai namaz mushkil hia... raat ko sonay se pehlay namaz paro or subah jaganay se pehlay paro... yahan pe bohat kam log hon jo panch time ki namaz partay hon gay... or tahajud to bohat door ki baat haina parhne ki wajohat dhondne ko tukharana hi kaha jata hai or jin akser logon ki ap baat kr rhe hain to ho sakta hai un akser logon ki khud pe jabar kr ke parhne wali namaz Allah ko apki khud per jabar na kar ke parhne wali namaz se zyada pasand ajai? namaz to Allah ke lye ada ki jati haina to namaz ko pasand krne ka haq b sirf Allah ka hi hoa hamara ya apka thori hoa or phir amaal ka daromadar to niyyat per hota haina to woh log jo namaz ko bojh samjh ker ya dil per jabar kar ke lekin Allah ke azab se dar ker namaz ke farayiz ada kr dete hain to i think woh un logon se behter hote hain jo namaz ko bojh na samjh ker or dil per jabar na kar ke namaz ada krte hain or phir dusre shaks ki tarf se ada ki jane wali namaazon per tanqeed krte hain by the way ap chatbox main kyun entry nhi kr rhe?
nahi lekan logon ko batan faraz hai.. ta kay logon ko pata chaltay ap kyun nahi namaz partay ho...kyun kay woh mushkil hainamaz main Allah ke lye parhta hon islye javbdah b ussi ko hon ap cb main kyun nahi arhe yr?
array aqalkam kisi ki di hoi cheez ko accept na karna thukrana hi hota hai kyun bachon wali baaten kr ke impress krne ki koshish kr rhe hote ho?na parnay ki waja yeh tukrana nahi hota... bilkay reason batana hai... kay namaz mushkil hai ess liey log nahi partay... masjidain veeran hain... or aksriat namaz nahi part us ki waja yehi hai namaz mushkil hia... raat ko sonay se pehlay namaz paro or subah jaganay se pehlay paro... yahan pe bohat kam log hon jo panch time ki namaz partay hon gay... or tahajud to bohat door ki baat hai
ek or aqal ke na hone per ki jane wali baatnahi lekan logon ko batan faraz hai.. ta kay logon ko pata chaltay ap kyun nahi namaz partay ho...kyun kay woh mushkil hai