Namaz نمازِ تہجد کی فضیلت

  • Work-from-home

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
tukra raha nahi.. keh raha hun apnay pe jabar kar kay Allah ko yad nahi kar satka... Yani aksar logon ka dil nahi karta namaz parnay pe or sahi namaz nahi partay.. khiyal kahin or hota or formality kay namaz par detay hain... main esi namaz nahi parna chahta... cb main log ro partay hain ess liey nahi jata
isse dusre lafzon main thukrana hi kaha jata hai or jin akser logon ki aap baat kr rhe hain to ho sakta hai Allah ko un logon ki khud per jabar k ke parhne wali namaz apki khud per jabar na kar ke parhne wali namaz se zyada pasand aajai?yeh faisla krne ka haq to sirf Allah ko haina apko ya mujhko to nahi
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

bhai ap muje se jhoot na bolo or muje batao ap tahajud ki namaz kyun nahi partay or subah ki
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
tukra raha nahi.. keh raha hun apnay pe jabar kar kay Allah ko yad nahi kar satka... Yani aksar logon ka dil nahi karta namaz parnay pe or sahi namaz nahi partay.. khiyal kahin or hota or formality kay namaz par detay hain... main esi namaz nahi parna chahta... cb main log ro partay hain ess liey nahi jata
na parhne ki wajohat dhondne ko tukharana hi kaha jata hai or jin akser logon ki ap baat kr rhe hain to ho sakta hai un akser logon ki khud pe jabar kr ke parhne wali namaz Allah ko apki khud per jabar na kar ke parhne wali namaz se zyada pasand ajai? namaz to Allah ke lye ada ki jati haina to namaz ko pasand krne ka haq b sirf Allah ka hi hoa hamara ya apka thori hoa or phir amaal ka daromadar to niyyat per hota haina to woh log jo namaz ko bojh samjh ker ya dil per jabar kar ke lekin Allah ke azab se dar ker namaz ke farayiz ada kr dete hain to i think woh un logon se behter hote hain jo namaz ko bojh na samjh ker or dil per jabar na kar ke namaz ada krte hain or phir dusre shaks ki tarf se ada ki jane wali namaazon per tanqeed krte hain by the way ap chatbox main kyun entry nhi kr rhe?
 
na parnay ki waja yeh tukrana nahi hota... bilkay reason batana hai... kay namaz mushkil hai ess liey log nahi partay... masjidain veeran hain... or aksriat namaz nahi part us ki waja yehi hai namaz mushkil hia... raat ko sonay se pehlay namaz paro or subah jaganay se pehlay paro... yahan pe bohat kam log hon jo panch time ki namaz partay hon gay... or tahajud to bohat door ki baat hai
 
array aqalkam kisi ki di hoi cheez ko accept na karna thukrana hi hota hai kyun bachon wali baaten kr ke impress krne ki koshish kr rhe hote ho?
or namaz sirf tum jeson ke lye mushkil hai tabi na parhne ke bahaane dhond rhe hote ho or jo parh rahe hote hain un pe tanqeed kr rhe hote ho warna namaz parhne wale namaz parh ker tumhari tarha shor nhi macha rahe hote ke hum yeh karnaama kar ke aye hain
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
nahi lekan logon ko batan faraz hai.. ta kay logon ko pata chaltay ap kyun nahi namaz partay ho...kyun kay woh mushkil hai
ek or aqal ke na hone per ki jane wali baat
array logon ko namaz ki ehmiyat or na parhne per Allah ke azaab batana farz hai yeh farz nahi hai ke ap namaaz parho or phir logon ko batate phiro ke main itna naik insan hon or maine yeh yeh namaazen parhi hain yeh bachkana soch hai yr islye is se jitna bacho ge utna hi behtar hai
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
jazakAllah khair bhai...

Allah pak mujy b tahhjud parhnay ki tofeeq ata farmaye ameen
 
Top