niceKoi qaaida, koi kuliyaa,
Na laagu tujh pe ho paaye,
Zarab tujh ko agar doon to ,
Hisabon mein khallal aaye,
Ikaayi ko, dahaayi par,
Mein doon nisbat to kaise doon?
Na qaalib ki tarha tum ho,
Na al-jabra se lagte ho,
Umer ye katt gayi meri,
Tujhe humdam samjhne mein,
Jo hall tera agar nikle,
To sab kuch hi ulajh jaye,
Sifar thi ibtidaa teri,
Sifar hi ab talak tum ho,
Sifar zarb-e-sifar ho tum,
Na jis se kuch faraq aaye…
to mere bhai ghar ke kisi aur siyaane ko bulaa kar mashwara hi kar lo.....Sari Raat Guzar jati hy isi Kashmakash mein
FARAZ....
Kambal ki Lambaii konsi hy aur Chorrai konsi
ghr waly pak main hain our room main to main akela hota hn... our main siyana naito mere bhai ghar ke kisi aur siyaane ko bulaa kar mashwara hi kar lo.....
Yar abi isi waja se meri ankh khul gai hySari Raat Guzar jati hy isi Kashmakash mein
FARAZ....
Kambal ki Lambaii konsi hy aur Chorrai konsi
farq to ay ga naKoi qaaida, koi kuliyaa,
Na laagu tujh pe ho paaye,
Zarab tujh ko agar doon to ,
Hisabon mein khallal aaye,
Ikaayi ko, dahaayi par,
Mein doon nisbat to kaise doon?
Na qaalib ki tarha tum ho,
Na al-jabra se lagte ho,
Umer ye katt gayi meri,
Tujhe humdam samjhne mein,
Jo hall tera agar nikle,
To sab kuch hi ulajh jaye,
Sifar thi ibtidaa teri,
Sifar hi ab talak tum ho,
Sifar zarb-e-sifar ho tum,
Na jis se kuch faraq aaye…