"youm-e-difa Contest" Teams Fighting Section :)

  • Work-from-home

m0hiD

Senior Member
Aug 25, 2013
648
263
363
islamabad

far.png

HAPPY DEFENCE DAY

Our Khaki Tigers hunt at front of Enemy,

White Leopards are in blood freezing mountains,

Our Eagles measures the height of sky,
&
Our Sailors know where is depth of Black See Time Lead us and our mothers praying us,

&

Proud that we are the sons of mother land

People called it defense

& we called it life.

[DOUBLEPOST=1378465195][/DOUBLEPOST]@NamaL ..i have posted column as well as dedication presentation ..
 
NamaL

Super Star
Nov 18, 2010
8,506
3,891
1,313

View attachment 68596

HAPPY DEFENCE DAY

Our Khaki Tigers hunt at front of Enemy,

White Leopards are in blood freezing mountains,

Our Eagles measures the height of sky,
&
Our Sailors know where is depth of Black See Time Lead us and our mothers praying us,

&

Proud that we are the sons of mother land

People called it defense

& we called it life.

[DOUBLEPOST=1378465195][/DOUBLEPOST]@NamaL ..i have posted column as well as dedication presentation ..
Hmmmmmmmmmmmmmmmmmm nice
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Column:
Aye Rah-e-haq kay shaheedo
Aj 6 september ha,jisko hum yom-e difa kehtay hain,ye din aata ha,guzar jata ha,hum rasmi tour pe issay manatay hain,aur bass...
Kabi hum ne ye nahi socha k hamaray ahsasat aur un logon k ahsasat main kitna faraq ha k jinho ne hamari khatir,iss dharti ki khatir apni jano ka nazrana paish kiya,hum to hain he be hiss,khabron main suntay hain,aj Karachi main itnay banday mar gae,humain to kuch hota he nahi,aj falan jagha bomb dhamaka hua,itni jano ka ziya ho gaya,ye sun kar b humain to koi faraq he nahi parrta,aur wo...jo sab kuch iss dharti par lutanay walay...
Zara un daler sapahiyon ki feelings ka andaza kejiyay jo 1965 ki jang main Chawinda kay muqam par apnay jismon k sath bomb bandh kar dushman kay tankon k aagay lait gae aur apni janain dae kar dunia ki tareekh k dusray barray tankon k hamlay ko nakam banaya,,,
sochiyay kay kia un fojiyon kay waldain nahi thay,kia un kay behan bhai nahi thay.kia un kay bivi bachay nahi thay,sab kuch to tha lekon nahi tha to hamari tarha ka zati mufad nahi tha,hamari tarha ki buzdali aur be hissi nahi thee,
sochiyay k kia unko khiyal nahi aaya ho ga,apnay waldain ka,apnay behan bhaiyon ka,apnay bivi bachon ka...?
Zarur aaya ho ga lekon apnay watan par qurban honay ka jazaa,iss dharti par sab kuch lutanay ka jazba,shahadat ka martaba panay ka jazba sab cheezon par hawi ho gaya,
aur unho ne apna hal,apna mustaqbal sab kuch hamaray hal aur hamaray mustaqbal ki khatir qurban kar diya,
hum unko nazrana-e aqeedat to paish kar saktay hain magar un kay naqsh e qadam par chalnay ko tayyar nahi,hum apnay watan par apna sab kuch kia lutaaen ge,hum to khud issko dono hathon se loot rahay hain,
un shaheedon ko nazaran e aqeedat paish karnay ka haq to adaa nahi ho sakta,haan agar karnay ki saee karain to humain un jaisa jazba apnay andar paida karna ho ga.
"Aye rah e haq kay shaheedo,wafa ki tasweero,
tumhain watan ki hawaaen salam kehti hain"

@NamaL , @Shiraz-Khan , @Hoorain , @Mahiya , @Raat ki Rani
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

MASHAALLAH bohat zabardast likha aap ne
We salute pak army!
 
  • Like
Reactions: AshirFrhan

jaanuu

Active Member
Aug 20, 2013
349
159
43
Islamabad, Pakistan
[DOUBLEPOST=1378495462][/DOUBLEPOST]In celebration of the memory of those who laid their lives so that we may live, this special day is a tribute to the indomitable will, stoic courage and an overwhelming love of the nation that resonates in their heart which leads to a secure and peaceful Pakistan for us to dwell in. Deriving their military virtue from the true spirit of an Islamic ideology, the Pakistan armed forces have always sacrificed their best of men in keeping intact the sovereignty of the Motherland as its soil contains as an unforgettable and primary constituent the blood of its martyrs who have fearlessly confronted the enemy and crushed their nefarious designs while guarding their land with their most precious possessions, their lives.

History has seen how the soldiers of the Pak army have risen to their towering heights to defend their borders, their land, their deserts, their fertile and rich plains, their water and resources against severe enemy aggression as our heroes succeeded to stop the opponents not allowing them to touch and advance on even an inch of the country, a duty that, the world witnesses, they perform with a complete unwavering faith and courage while attaining immortality as it is stated in the Qur’an "And do not call those who die in the way of Allah as "Dead", no they are living, only you do not see them. (2:154). The arrival of coffins of our ‘shuhadas’ received by solemn faced colleagues , despite being wrapped in green and white stirring a sentiment of pride and honor, shows the lifeless form of those who had once been the source of utter joy for their loved ones and the vivacious presence of whom was for some, the only reason to be. The immense sorrow displayed by the funeral prayers in muted silence, wreaths of eternally fragrant flowers that accompany them as the comrades and fellow officers bid them the final farewell. Life, unaffected by its grotesque and brutal realms goes on as the people progressively become engrossed in the mundane, day to day rituals. Other sacrifices, however, are equally important while less dramatic do not have a long term and such drastic after effects on the lives of those involved.

No one can, in their pursuits stop and consider the anguish and mental torment endured by the wives, children and parents of those who have been martyred or even the hundreds and thousands of others who wonder everyday if their dear ones would be the next? Uttering a few words of sympathy does not wash away the miseries as none can understand the full measure of what they have been and are still suffering while fighting a never ending battle at the home front as the smooth sailing life boat loses balance and becomes retarded. Millions of such episodes have been witnessed and been forgotten as we move forward.
 
fareena_01

Super Star
Mar 11, 2013
7,011
2,255
263
Karachi
thanks and i am sure k @NamaL aur @Shiraz-Khan iss point ko zarur note karain ge k meray ilawa kisi ne b khud se column nahi likha,
auron ka nhi pata lekin hamri team ka column ma ne khud likha tha but jis time post krna tha ma online nhi ho sakti thi is liye mohid ko inbox kar dia tha k woh bhi is ma add kar k post kar dain tips kuch search kiye they but aap parh k dekh lain column andaza ho jaye ga k copy paste hain ya nhi..........
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
auron ka nhi pata lekin hamri team ka column ma ne khud likha tha but jis time post krna tha ma online nhi ho sakti thi is liye mohid ko inbox kar dia tha k woh bhi is ma add kar k post kar dain tips kuch search kiye they but aap parh k dekh lain column andaza ho jaye ga k copy paste hain ya nhi..........
ok..best of luck...!
 
Top