Yeh bheid hum ab tak jaan nahin paaye

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalam o alaikum TM ke tamam achhe achhe dil azeez doston
jaise ke aap sub jaante hain ke guzre dinon yeh ChiragH shadeed
masaaiyb o bimaarion mein mubtila tha aur us hi dauran yani 103-4
level wale bukhar ki haalat mein hum ne kuch ishaar likhe jo is waqt
aap doston ke peish e khidmat hain, umeed hai aap logon ko pasand aayengeen

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~




Yeh bheid hum ab tak jaan nahin paaye
ke insanon ke nagri mein insan nahin paaye

yeh jo apna samajhte hain is dunya ko inhein
hosh do ke yahan kabhi kisi ne mezban nahin paaye

tang aa kar chorh gaye hum bhi dunya ke riwajon ko
barson rul kar bhi hum ne wafa ke qadardan nahin paaye

insanon ke naam pe bane huwe kaiyn ghar the magar
jin mein insan baste bhi hon waise makan nahin paaye

***S_ChiragH***
 

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
insanon ke naam pe bane huwe kaiyn ghar the magar
jin mein insan baste bhi hon waise makan nahin paaye

bohat bohat khhobsoorat poetry hai

i really liked it

nd very true
bemaari or preshani ki halat main itni achi poetry likhty hain to theek hon gay to aap ki poetry ka kia aalam hoga

keep it up
 

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
wah wah bhai bht khooooooooooob ..jawab nahi aapka chigoo bhiya .aap kya khatey ho jo itni poetry aapke maind me aati rehti hy..?tell me the raz{(dancing)}
 

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
wow
bohot hi khobsurat lekha hai
aap ne:)
keep sharing with us
or mujhe ye line bohot hi passand ay
tang aa kar chorh gaye hum bhi dunya ke riwajon ko
barson rul kar bhi hum ne wafa ke qadardan nahin paaye
 
  • Like
Reactions: Asma24
Top