- Yaadein -
shehzad roy
(my sigi song )
Teri kasam yaadein teri aa ke rulati hain
lagta nahi dil bin tere, her pal satati hain
kya hogaya kis bat per tota ye barso ka yarana
nazru ko phera yun phera hai kyu
hua kyu dil tera begana
--------------------
hai raaste wahi jin pe kabhi hum sath sath chalte they
jaha pe ummedo ke diye lahu se apne jalae they
kabhi tumne kaha tha mujhse meri jaan khafa na hona
me mar jaongi mujeh teri kasam meri jan mujhse yun duur na jana
kyu bhoole wo wade sanam kal jo they tumhare
lagta nahi dil bin tere her pal satati hain
teri kasam yaadein teri aa ke rulati hain
---------------------
Aaj maloom hua ye mujhe
chahat ki keemat kya hai
raaz-e-dil samjha tha tum ko kabhi, tu hi to mujhse juda hai
jhooti humdardio ke phool
na bujhalo tum ae sanam
aina ban ke jo tota
na jurunga phir ae sanam
jeena tere bin hoga dushwar phir bhi jeelunga
apni kabhi ankhu me mein ansu na laonga
kya hogaya kis bat per tota ye barso ka yarana
nazru ko phera yun phera hai kyu
hua kyu dil tera begana
Teri kasam yaadein teri aa ke rulati hain
lagta nahi dil bin tere, her pal satati hain...