i know kuch logon kay pass utube kaam nahi kar raha tu summary
What is qismat ?
kya hum chori, aur dosray bad kaam kar saktay hain yeh soch kar kay Rab nay tu yeh meri qismat main likha hai ?
Dr. Zakir naik kahtay hain kay for example
aik teacher 3 student pick karta hai aur kahta hai number 1 first aay ga
number 2 second aay ga aur number 3 fail ho jay ga
aur result aa jata hai aur aisa hi hota hai jaisay log kahtay hain ...
magar kya yeh iss liye howa kay teacher nay bola tha?nahi balqay iss liye howa kay woh student kay baray mein yeh teacher ki ray thi
Dr. zakir kahtay hain kay yes yeh tumhari qismat main hai magar tumharay pass yeh choice hoti hai ...aur tum yeh rasta apno gay yeh apni qismat mein hai
kya duaa qismat badal sakti hai ? hain
magar yeh bhi apki qismaat mein likha ho ga kay apnay yeh pehlay karna tha magar duaa ki wajah say apki qismat badal gai ...