Video What Is Qismat

  • Work-from-home

PakizahDuaa123

Active Member
Sep 16, 2012
211
248
43
منزل سے کچھ دور

i know kuch logon kay pass utube kaam nahi kar raha tu summary

What is qismat ?
kya hum chori, aur dosray bad kaam kar saktay hain yeh soch kar kay Rab nay tu yeh meri qismat main likha hai ?

Dr. Zakir naik kahtay hain kay for example
aik teacher 3 student pick karta hai aur kahta hai number 1 first aay ga
number 2 second aay ga aur number 3 fail ho jay ga
aur result aa jata hai aur aisa hi hota hai jaisay log kahtay hain ...
magar kya yeh iss liye howa kay teacher nay bola tha?nahi balqay iss liye howa kay woh student kay baray mein yeh teacher ki ray thi

Dr. zakir kahtay hain kay yes yeh tumhari qismat main hai magar tumharay pass yeh choice hoti hai ...aur tum yeh rasta apno gay yeh apni qismat mein hai

kya duaa qismat badal sakti hai ? hain
magar yeh bhi apki qismaat mein likha ho ga kay apnay yeh pehlay karna tha magar duaa ki wajah say apki qismat badal gai ...
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK

Assalaamu alaikum hmmm masha'ALLAH nice thread sis JAZAKALLAH khair
wese bhi QISMAT aur TAQDEER ke mutaliq tafseer mufassireen ko bohot hi
mushkil lage hain .
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
MASHAALLAH its very true
bohat misconception hay is baare may
Mehnat karne se bhaagne waale log aksar aise kehte hain jo Qismat may likha hona to wohi hay etc.
ALLAH ne insan ki kismat likhi zarur hay magar ikhtyar insan ko diya hay k wo taaqdeer k saath saath tabdeer par yaqeen rakhey mehnat aur dua karey to yaqeenan ALLAH tala mehnat ka phal zarur daite hain aur behtareen faisle farmatey hain!
 
  • Like
Reactions: PakizahDuaa123
Top