~*What do you think about that ..Sahih Bukhari (Volume 4, Book 53, Number 325?*~

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Bismilla Arrahman Niraheem
Stating that Narrated 'Aisha: (mother of the believers) After the death of Allah 's Apostle Fatima the daughter of Allah's Apostle asked Abu Bakr As-Siddiq to give her, her share of inheritance from what Allah's Apostle had left of the Fai (i.e. booty gained without fighting) which Allah had given him. Abu Bakr said to her, "Allah's Apostle said, 'Our property will not be inherited, whatever we (i.e. prophets) leave is Sadaqa (to be used for charity)." Fatima, the daughter of Allah's Apostle got angry and stopped speaking to Abu Bakr, and continued assuming that attitude till she died. Fatima remained alive for six months after the death of Allah's Apostle.
How could Prophet Muhammed SWW Deviate from Glorious Quran.
if Prophet Muhammed SWW didnt leave any thing for Fatimah,it is understandable that She would get her due share ,according to Glorious Quran. if Prophet said in his life time NO Share For Fatimah then it is UNBELIEVABLE ,why ? because Prophet SWW Could NEVER EVER have deviated from Glorious Quran.
now th responsibility lies with Abu Bakr,as per history,If Abu Bakr didnt give Fatimah Her due share then,it is VERY CLEAR that Abu Bakr disregarded Glorious Quran,again if Abu Bakr (according to hadith books ) said that "Allah's Apostle said, 'Our property will not be inherited, whatever we (i.e. prophets) leave is Sadaqa (to be used for charity)."
again a big lie,as Fatimah's inheritance was as per Allah Allmighty's Law. see 4:7

and also we see know Prophet Sulaiman and Prophet Daud,the property of father was inherited by Prophet's ,Prophet Son !!!!
then how could Prophet Muhammed SWW have said that Prophets' property is was not inherited. something is not right
Most Important thing The Fact and Certainity and that is Prophet Muhammed SWW could NEVER EVER have deviated from Glorious Quran,and Could NEVER EVER have over ruled Allah Allmighty's Laws,Commands.we are left with only 2 possibilites,either Abu Bakr didnt want to give Fatimah's due RIGHTFUL Share,or bukhari is a LIAR,and all those transmitters too.if you believe that Abu Bakr was righteous then Fatimah should have gotten her rightful share,if you believe bukhari is a liar then why follow bukhari? !
4:7 For the men is a portion from what the parents and the relatives left behind, and for the women is a portion from what the parents and relatives left behind, be it little or much; an imposed portion.

4:11 God directs you regarding the inheritance of your children: “To the male shall be as that given to two females. If they are only females, two or more, then they will have two thirds of what is inherited. And if there is only one female, then she will have one half. And to his parents, each one of them shall have one sixth of what is inherited, if he has a child. If he has no child and his parents are the heirs, then to his mother is one third; if he has siblings then to his mother is one sixth. All after a will is carried through or a debt. Your parents and your children, you do not know which is closer to you in benefit, a directive from God, God is Knowledgeable, Wise.”

Prophet Muhammed SWW, the Honorable Prophet could never have issued an order which was against the Teachings of His Master Allah Allmighty,therefore Prophet never issued such an order which deprived her own daughter Her Rightful/Lawful share ,Ordained by Allah Allmighty
Ye Wahi FATIMA As Hain Jinke liye Rasool Sww ne farmaya...
"FATIMA MERE JISM KA HISSA/TUKRA HAI,JISNE FATIMA KO EEZA PAHUNCHAYI USNE MUJHE PAHUNCHAYI AUR JISNE MUJHE PAHUNCHAYI USNE ALLAH KO PAHUNCHAYI''
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
ap kia sabit karna chahre ?
isko pehle tu roman urdu me likho ya urdu me pls
aur musalman ka aqeeda hy k sahih bukhari Quran ke baad rooh e zameen par sab se motabar kitab hy ab shia ka aqeeda quran par hi nahi to bukhari door ki baat hy
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

hadit ka udru tarjma yeh hai.. Hazrat Ayesha ess ki ravi hain.. ess main likha hia.. Allah kay roosal kay wasal kay baad Allah kay rasool ki beti ne Hazrat Abu Bakar se jo maal wirasat mian chora uss se hissa manga to to hazrat abu bakar ne kaha kay Allah kay Rasool ne Mana kia hai.. or hazarat Fatima Hazarat abu bakar se martay dum tak naraz rahin..... neechay likha hia. kay Allah kay rasool quran se kesay roo gardani kar saktay thay... or faima kay liey kesay kuch bhi nahi chor kar ja saktay.. ess kay ilawa or hazarat abu bakar kay baray main likhay hai.. kay unno ne allah kay rasool ki beti kay sath ziaditi ki.. yani Allah kay rasool ki warisat pe fatima ka haq banta tha.. or Allah kay rasool kesay yeh kar saktay kay apni beti ko kuch na dain.. or likha hai hazar abu bakar jhootay thay..
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
yeh translation hai.. translation ka maqad sirf bahaar kay pegham ko ponchana hai....kyun kay yahan meray khiyal main koi or ahal e taseeh nahi hai... Shukran.. Humain har kisi baat sunani chahe..[DOUBLEPOST=1341691829][/DOUBLEPOST]

main ahel e tashee hun nah hi ahel e sunnat wal jamat.. na hi mira talaq islam kay kisi firqay se hai.....lekan bahar key kehnay ka maqsad yeh.. keh un ki raiy hazrat abu bakar kay baray hain theek hai.. yani unno ne nabi kareem ki wafat kay baad kay najaiz khilaafat par hamla kia.. or Ale Rasool kay sath zaditi ki...
 
Horror ji thanxx for ur translation but ye mei nhi kah rahi janab...Bukhaari kahti hai..
Bahaar ka ref nahi bukhari k ref k sath baat karen...
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313

acha agar fatima r.z naraz thi abu bakker r.z se to ali ne kuon bait ki ab is main ghalti ali r.z ki hay ya fatima r.z ki aur itni himat nai thi nauzbilah ali r.z main k mukhalifat kertay ye to sdra sar munafqat hoi aap k khayal hay
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
acha agar fatima r.z naraz thi abu bakker r.z se to ali ne kuon bait ki ab is main ghalti ali r.z ki hay ya fatima r.z ki aur itni himat nai thi nauzbilah ali r.z main k mukhalifat kertay ye to sdra sar munafqat hoi aap k khayal hay
Ye Mujhse anhi Siss...Bukhaari se puchiye naa...
Ye hadees meri anhi..hawala diya ahi meine...Tahqeeq karen na kyun ki ya kyun nahi?
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
~Bahaar~ The horror hoorain star24

my ne ye hadees dhundi kidar b ny mili
my ne thread stater ko bula tha translation k lie, horror apku kisne bula translation k lie? yane ek aur shia samne aya aur b hunge sab bahar niklenge dhire dhire, behre haal muje zatiat se koi matlab ny

is tarah lugu ko bhatkane k lie aise chale mat chalu na hadees ka pata hy na hadees no na kch ek buhtan band rahe hy ap bukhari rehmatullah par

intezamia se guzarish hy ke wu inse daleel ka mutalba kare
 
khatmal jahan bi hoon gay ahesta ahesta baher aa jain gay (hgj)
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
acha agar fatima r.z naraz thi abu bakker r.z se to ali ne kuon bait ki ab is main ghalti ali r.z ki hay ya fatima r.z ki aur itni himat nai thi nauzbilah ali r.z main k mukhalifat kertay ye to sdra sar munafqat hoi aap k khayal hay
muje se kia pochtay ho.. main ne cheeful sahib ki farmaish par urdu translation ki.. meri na koi hazar fatima se duhsmni hai na koi hazarat abu bakar say.. meray baray main kuch janana hai to yeh sher parh lo
ہورر کے دین و مذہب کو اب پوچھتے کیا ہو اُن نے تو
قشقہ کھینچا، دَیر میں بیٹھا، کب کا تَرک اسلام کیا

{()|564
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
The horror
~Bahaar~
hoorain
ChEeRfUl>:)
S_ChiragH

ASLAMO ALAIKUM>......

bahaar sis k btai hui hadees sachi hai ya jhoothi mai yaqeen kr liya.......bahass nhi krna chahti......bus is baat ko waziha krna chahti hon isi topic pr mera aik swal hai ab jwab na aye tou ye mat boliye ga k ye topic aur hai ya galiyan shuru ho jaey........ye sab refrence k sath hai.....

1)Farogh al kafi ,kaleeni 127/7

shiyon k ammam klaini n apni kitaab (alkaafi) mai aik band bandha hai jiska anwan hai....

BAISHUK AURRATAIN ZAMEEN AUR JAIDAD MAI KISI CHEEZ KI WARASAT NHI RAKHTI

is mai immam jafer a.s ka farmaan riwayat kia gya hai....
aurratain zameen aur jaidad aur gair manqula ashiya mai sey kisi cheez ki bhi warasat ka haaq nhi rakhti.

2)NAFS AL MASDER 254/9

TOOSI ney (AL TEHZIB) mai SHAIKH MAIYSER ka qoul naqal kia hai key mai n ABU ABDULLAH a.s sey aurraton key barey mai swal kiya k inko miraas mai kya istihaaq hasil hai ?
inho n jwab dia in k liye mirras mai eent ,lakri,ammarat,baans aur sarkandey ki qeemat mai sey hissey ka isthaaq hai jahan tak jaidad ya gair manqoola ashiya ka taluq hai tou is mai sey inhain batour meeras kuch nahi miley ga.

HAZRAT ABU JAFER a.s sey riwayat farmatey hai k aurrtain zameen aur jaidad sey miraas ka taluq nhi rakhti hai.

HAZRAT ABDULMALIK BIN AYIN sey marwi hai k aurraton key liye emaarat aur gair manqoula jaidad mai batour warasat koi hissa nhi hai.

lihaza HAZRAT FATIMA r.s ka koi haaq nhi rehta k wo RASOOL ALLAH s.a.w.w ki miraas mai sey apney haq ka bhi mutaliba krain in rwayaat k mutabiq shia k baqoul jo kuch HAZRAT MUHAMMAD s.a.w.w ki malkiyat mai tha wo imaam k liye hai chnancha MUHAMMAD BIN YAHIYAH,,IMAAM JAFER a.s sey naqal kartey hai;

3)ASOOL AL KAAFI AL KALAINI KITTAB AL ALHJHAH BAAB IN AL ARDH KULLAHA LI IMMAM A.S

RASOOL ALLAH s.a.w.w n farmaya hai ALLAH ney HAZRAT ADAM a.s ko paida kia aur zameen ki jageer inko di aur HAZRAT MUHAMMAD s.a.w.w is k waris hai aur jo hissa NABI KAREEM s.a.w.w key wo AAL E MUHAMMAD s.a.w.w key aiyma k liye hai.

RASOOL s.a.w.w key baad imaam al awwal shiyon k aqeedey key aitibaar sey HAZRAT ALI a.s hai..

lihaza fidaq ki zameen key mutalibey ka haq HAZRAT ALI R.S ko pohanchta hai na key HAZRAT FATIMA a.s ko.

4)MALA HIZAH : nahaj al balagha 211/1

aur tareekh gawah hai k HAZRAT ALI r.s ney kabhi bhi iska mutaliba nhi kia ,bulka wo tou yahan tak keh rhey hai key ager chaho to mai tumko is shahad key saaf honey ki jagha batla don gaihoon key store ka darwaza btala don.....is raishum key malbuusaat key karkhaney ka thikana dikhla don...laikin doori ho key kahin mujh pr meri hawaey nafas galib na a jaey aur mujhey meri lalich behtareen khano ki traf kheench na ley jaey.....
shayed hijjaz o yamama mai aisey loug mojood hai jinhain attey ka aik pairah naseeb nhi hai aur zmana guzer gya hai aur inhain pait bhar roti naseeb nhi hui....
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikum assalaam

JazakALLAH khair meri baat ab bhi wahin ke wahin atki huwi hai ke

Sahaba e Ikram a.s khaaskar woh chaaron jinhein khilafat di gaiy

yaani Hazrat Abu Bakar a.s Hazrat Umer r.a Hazrat Osman r.a Hazrat Ali r.a

chaaron Nabi e kareem saww ke khaas saathi hain yeh baat se koi inqaar karne ko raazi nahin

to Walion se unke jure saathi jannat mein jaayengein aisa QURAN shareef kehta hai

to Nabi e KAREEM saww ke saathi jannat mein nahin jaayengein to phir AAL e MOHAMAAD saww

ko rulaane wala jannat mein kese jaayega ??

khairrrrrrrrrrr Star sis aapki peish karda dalaiyl se mein heirat mein aa gaya hoon :-?:-?
lekin phir wahi baat soch raha hoon ke heirat hi kesi jabke ehle tasheeh shameit tamaam hi firqe
wale gumraah hain
eik baat ahadees se saaf hai ke firqon mein batne wale gumraah hain
jahannami hain aur quran bhi kehta hai WALA TAFFARAQU so jo inhein naqaar kar
chal raha hai woh gumraah hoga hi eik baat aap ke post mein bohot achhi
lagi aap ne kisi firqe pe naam le kar tanqeed nahin ki

once again I will say haq kitab e QURAN subke paas hai ab
baat hidayat e ILAHI pe mabni hai ke ALLAH jise hidaayat de . . .

aur meri dua hai ke ALLAH hum sub ko seedhe raaste per chalaaye Ameen Sum Ameen . . .
 
  • Like
Reactions: star24
Status
Not open for further replies.
Top