jazaakAllah Khair sister...
beshak hamaen apne un lamhaat jin maen hum nae ache amaal kiye hain, ke saath saath un lamhaat ko bhee yaad rakhne chahiye jin maen humse gunaah sarzad hue hain, so that hum Allah se taubaah karke apne gunahon ki muafi karwaa sakaen... Allah ta'laa hamaen waqt ko behtreen tareeqe se use karne ki taufeeq ataa farmaye, ameen