Waqt - Ek Anmol Na'emat

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
jazakAllah khair bro.sahih kaha aapne waqt bahot qeemti nemat hai laikin dunya me bahot hi kum log hain jo iski qadr karte hain.aur jisne iski qadr ki wahi is dunya o aakhirat me kamiyab hota hai.
 
  • Like
Reactions: yoursks

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
Allahumma Barik Feehi...

iss maen koi shak naheen keh waqt sub se qeemti sarmaya hai... jis ne iss ki qadar kar li uss ne uss ne he kamyaabi haasil ki...

do pray that Allah hamaen waqt ki qadar daani naseeb farmaye, ameen
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Summa Ameen Yoursks
hmm very well said
TIme is most precious thing...
coz time once gone can never be recalled
n we must not waste it just for nothing....
JazakALLAH khair
 
  • Like
Reactions: yoursks

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
very nice sharing brother .. jo insan waqt ki qadar nahi kartey woh pashtatey hain. waqt ki pabandi insan ko kamyab karti hai . aur waqt ki pabandi ka andaza is baat se bhi lagaya ja sakta hai ke ke jab hum ko Allah ne 5 waqt ki namaz parheny ka hukum dya hai . hum apni daily routine main aksar kotahi baratey nazar atey hain . sirf waqt ki pabandi kar lene se buhat si mushkilat daur ho jati hain aur kaam asan ho jatey hain . thanks for share brother for open our eyes
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Jazak Allah Dear Bro buhut he acha Article post kiya aapne wakt k bare mei...wakt jaisa bhi hain guzer he jata hain acha ho ya bura lekin itna yaad rakna hain k es guzre hue wakt mei akhir humne kaunse naik amal anjaam de hain and kaun kaun se na mashrooh buss sochne ki zaroorat hain ager roshan fikri se soche toh...
thanks for the sharing...
 
  • Like
Reactions: yoursks

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
jazaakAllah Khair sister...

beshak hamaen apne un lamhaat jin maen hum nae ache amaal kiye hain, ke saath saath un lamhaat ko bhee yaad rakhne chahiye jin maen humse gunaah sarzad hue hain, so that hum Allah se taubaah karke apne gunahon ki muafi karwaa sakaen... Allah ta'laa hamaen waqt ko behtreen tareeqe se use karne ki taufeeq ataa farmaye, ameen
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
jazakALLAH
boht hi achi sharing hai
ALLAH hume apne waqat ka behtareen istamal krne ki tofeeq day
ameen
 
Top