Uski Aankhon Mein Mohabbat Ka Sitara Hoga..!!

  • Work-from-home

Azeyy

•´¯`•» RuDleSS AzeYY «•´¯`•
VIP
Aug 17, 2012
12,084
5,479
513
lahore
Us ki Aankhon mein Mohabbat Ka Sitara Ho Ga
ek Din Aaye Ga Woh Shaks Hamara Ho Ga

Tum Jahan Mere Liye Sipiyan Chunti hogi
Woh Kisi Aur He Dunya ka kinara ho ga

Zindagi! ab k mera naam na shamil karna
gar yeh tai hai k yehi khel dubara ho ga

jis k honay se meri sans chala karti thi
kis trah us k bagair guzara ho ga

yeh achanak jo ujala sa hua jata hai
dil ne chupkay se tera naam pukara ho ga

Ishq Karta hai to din raat usay socna hai
aur kuch zehan mein aaya to khasara ho ga

yeh jo pani mein chala aaya sunheri sa garoor
us ne darya mein kahin paun utara ho ga

kaun rota hai yahan raat k sunaton mein
mere jaisa he koi hijar ka mara ho ga

mujh ko maloom hai junhi main qadam rakhun ga
Zindgi tera koi aur kinara ho ga

Jo meri Ruh mein badal se garjtay hain WASI
us ne seenay mein koi dard utara ho ga

kaam mushkil hai magar jeet he loon ga us ko
Mere Mola ka Wasi junhi Ishara Ho ga..!!
 
Silent_lyf

Heart's Raaz
TM Star
Sep 20, 2013
4,932
2,021
713

Top