Top 3 Most Expensive Iftar Deals In Lahore

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
mera khiyal he k Iftari free hogi es pakage me- me sirf Iftari kar loon ga- kun k ramadhan me dinner karney ki muj ko zarorat nahi hoti he ;))
lollzz :joy
aapkI iftaari hi dinner ko maat dety hogi ;))
 
ayazahmad

Active Member
May 7, 2014
178
27
78
Lahore

Ye baat b thek ha yar................zaroorat to tab hogi jub ap Iftari ka dastarkhuwan choren ge............
 
Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
lollzz :joy
aapkI iftaari hi dinner ko maat dety hogi ;))
merey paas dinner karney ka time nahi hota hey- jab Iftari finish hoti hey to Isha ki namaz ka time hojata hey- Taraveeh ada kar k 12:30 am ghar aata hoon pher dood jalebi khaney k baad tea pita hoon- itni masrrofiyat k baad na time bajta hey aor na pait mey jaga bachti hey dinner k lain:-$
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
merey paas dinner karney ka time nahi hota hey- jab Iftari finish hoti hey to Isha ki namaz ka time hojata hey- Taraveeh ada kar k 12:30 am ghar aata hoon pher dood jalebi khaney k baad tea pita hoon- itni masrrofiyat k baad na time bajta hey aor na pait mey jaga bachti hey dinner k lain:-$
huff ;))
itne sab k baad bhi aapko Dinner k lie JAGAH chaiye :joy tauba tauba :p
 
ayazahmad

Active Member
May 7, 2014
178
27
78
Lahore
merey paas dinner karney ka time nahi hota hey- jab Iftari finish hoti hey to Isha ki namaz ka time hojata hey- Taraveeh ada kar k 12:30 am ghar aata hoon pher dood jalebi khaney k baad tea pita hoon- itni masrrofiyat k baad na time bajta hey aor na pait mey jaga bachti hey dinner k lain:-$
chchchchchch suchi apke pas to time ha hi ni kuch or krne ko siwae khane k or shuker ha ap Travih parh lete ho kahin Masjid b to kuch le to ni jatey k jese hi moka mila kuch kha lia ? :Mbanana
 
Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
chchchchchch suchi apke pas to time ha hi ni kuch or krne ko siwae khane k or shuker ha ap Travih parh lete ho kahin Masjid b to kuch le to ni jatey k jese hi moka mila kuch kha lia ? :Mbanana
namaz k doran na khana behtar he- aor agar kuch khaya he to kulli kar k mu saaf kar lo, zaban par kisi qism ka taste nahi hona chahey- Ramadhan me tazkia nafs ki kokish kareen- kam khana aor kam sona, ziyada time ibadat karna chahey kun k (ek naiki ka ajar 70 times ziyada hota he) yeh Allah ka month he aor Allah hi es ka ajar de ga- Allah ham sab ko amal suhleh kar ne ki tofiq ata farmaey- Ameen
 
  • Like
Reactions: candy

ayazahmad

Active Member
May 7, 2014
178
27
78
Lahore
namaz k doran na khana behtar he- aor agar kuch khaya he to kulli kar k mu saaf kar lo, zaban par kisi qism ka taste nahi hona chahey- Ramadhan me tazkia nafs ki kokish kareen- kam khana aor kam sona, ziyada time ibadat karna chahey kun k (ek naiki ka ajar 70 times ziyada hota he) yeh Allah ka month he aor Allah hi es ka ajar de ga- Allah ham sab ko amal suhleh kar ne ki tofiq ata farmaey- Ameen
wah yara kya bat ki ha or rahi bat quli krne ki matlab ap...............................................{()|dddd
 
  • Like
Reactions: Zia_Hayderi
Top