To Yeh Tanhai Mein Aa Kar,

  • Work-from-home

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
33
Pakistan.. karachi
Mohabbat daayimi* hai,
Na chup sakti hai yeh,
Na dabb sakti hai yeh,
Chupaao gey isey gar tum,
To yeh izhaar se apne,
tumhe hairaan kar de gi,
Dabaao ge gar isey tum,
To yeh tanhai mein aa kar,
tumhe veeraan kar de gi,
Mohabbat daayimi hai, Saad
 
Top