kon nahi ara app naam bataye....Mujhe saray staff se shikayet ha k ab adalat main jis staff member ko b bulaya jata ha wo nahi aata,
iss waja se adalat ka wakeel @ChoCo v aj kal muft ke salary lay raha ha aur me b adalat main sara din so k guzarta hun
agar yehi surat hal rahi to fare na kahiyo,ma rooth jana,bhook harrtal kar deni,me ne aana v nai fare
.. @Don , @RedRose64 , @Nelly , @hoorain , @Star24 , @Sabah , @Rubi , @Pari ,