Teri Bunda Perwari Se......

  • Work-from-home

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
tujhy yaad kia nahin hai mare dil ka wo zamana
wo adab geh mohabbat wonigeh ka taziyana


nahin is khuli fiza main koi gosha e faragat
ye jahan ajab jahan hai na qafas na aashiyana


mare humsafeer isebhi asr e bahar samjhy
inhain kia khabar k kia haiye naway e ashiqana


mare khak o khun se tune ye jaha kia hai paida
sila e shaheed kiahai? tab o taab e jawidana


tari bunda perwari se mare din guzar rahy hain
na gila hai doston ka na shikayat e zamana
 
Top