Tere Baghair Zindagi......!!!

  • Work-from-home

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
TERE BAGHAIR...... ZINDAGI

Jaan hay tou jahaan hay.... bachpan say iss jumlay ko sunta aaya hoon aur kayii baar iss jumlay ka istimaal bhi kia hay.... najaanay kiyon kuch dinoo say yeh jumla meri soch ka markaz bana hua hay....

Kuch log aisay hotay hain jo zindagi say aisay mansoob hojaatay hain kay hum unhain bazat-e-khudh JAAN pukarna shuroo kardaitay hain aur yehi jumla JAAN hay tou JAHAN hay kitna bhala lagta hay..... aur agar woh JAAN hi na rahay tou...!!?? yeh saara Jahan kitna soona soona lagta hay aur insaan mehfil main reh kar bhi apnay aap ko tanha mehsoos karta hay...!!

Main nay phir iss per ghour kia aur apnay aaas paas basnay waaloon logon ki zindagi per nigaah daali aur iss nateejay per poohancha hoon kay Iss maamlay main insaan bohat hi khudhgharz saabit hua hay, kehtay hain kay duniya main koi bhi shakhs itna important nahin hota jiss kay baghair zindagi na guzaari jaa sakay.... marnay waloon kay peecha mara nahin jaata..... aur bhi bohat say aisay dilaasay hain jo insaan apnay aap ko day kar apni zindagi jeeta hay... magar yeh bohat hi takleef aur aziyat bharay lamhaat hotay hain jiss main aik saans laina bhi aik boujh lagta hay magar guzarta waqt har zakhm ka marham bann kar gham ko ghalat karta rehta hay aur jaanay waloon ki yaad srif unki barsi tak mehdood reh jaati hay....!!
Kisi shayer nay aisay moqay per kia khoob kaha hay.

Guzar tou jaayay gii teray baghair bhi laikin
Bohat udaas, bohat bayqarar guzraay gii....!
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313

Guzar to jaey gi tere baghair bhi leken..
Jo tere saath na guzre to Zindahi kya hai..

bahut khoob janaab :)
 
  • Like
Reactions: Shizu and thefire1

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
TERE BAGHAIR...... ZINDAGI

Jaan hay tou jahaan hay.... bachpan say iss jumlay ko sunta aaya hoon aur kayii baar iss jumlay ka istimaal bhi kia hay.... najaanay kiyon kuch dinoo say yeh jumla meri soch ka markaz bana hua hay....

Kuch log aisay hotay hain jo zindagi say aisay mansoob hojaatay hain kay hum unhain bazat-e-khudh JAAN pukarna shuroo kardaitay hain aur yehi jumla JAAN hay tou JAHAN hay kitna bhala lagta hay..... aur agar woh JAAN hi na rahay tou...!!?? yeh saara Jahan kitna soona soona lagta hay aur insaan mehfil main reh kar bhi apnay aap ko tanha mehsoos karta hay...!!

Main nay phir iss per ghour kia aur apnay aaas paas basnay waaloon logon ki zindagi per nigaah daali aur iss nateejay per poohancha hoon kay Iss maamlay main insaan bohat hi khudhgharz saabit hua hay, kehtay hain kay duniya main koi bhi shakhs itna important nahin hota jiss kay baghair zindagi na guzaari jaa sakay.... marnay waloon kay peecha mara nahin jaata..... aur bhi bohat say aisay dilaasay hain jo insaan apnay aap ko day kar apni zindagi jeeta hay... magar yeh bohat hi takleef aur aziyat bharay lamhaat hotay hain jiss main aik saans laina bhi aik boujh lagta hay magar guzarta waqt har zakhm ka marham bann kar gham ko ghalat karta rehta hay aur jaanay waloon ki yaad srif unki barsi tak mehdood reh jaati hay....!!
Kisi shayer nay aisay moqay per kia khoob kaha hay.

Guzar tou jaayay gii teray baghair bhi laikin
Bohat udaas, bohat bayqarar guzraay gii....!
bohat umdaa :-bd
beshak bohat se log behad azeez hote hain k agar un k baghair jeene ka tasawur kiya jaye to zindagi nazar nhi aati,,magar hr bande ko barre barre hadson k bawajud b jeena prta hy ,,,qudarti tor pe zakham bhar jaate hain ,,yaadain beshak mehfooz rehti hain magar ye qudrat ka nizam hy k har chez ko tawazun pe wapis aana prta hay,
 
  • Like
Reactions: thefire1

bohat hii khoobsurat baat aap nay tehreer kii hay... shukriya.
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
TERE BAGHAIR...... ZINDAGI

Jaan hay tou jahaan hay.... bachpan say iss jumlay ko sunta aaya hoon aur kayii baar iss jumlay ka istimaal bhi kia hay.... najaanay kiyon kuch dinoo say yeh jumla meri soch ka markaz bana hua hay....

Kuch log aisay hotay hain jo zindagi say aisay mansoob hojaatay hain kay hum unhain bazat-e-khudh JAAN pukarna shuroo kardaitay hain aur yehi jumla JAAN hay tou JAHAN hay kitna bhala lagta hay..... aur agar woh JAAN hi na rahay tou...!!?? yeh saara Jahan kitna soona soona lagta hay aur insaan mehfil main reh kar bhi apnay aap ko tanha mehsoos karta hay...!!

Main nay phir iss per ghour kia aur apnay aaas paas basnay waaloon logon ki zindagi per nigaah daali aur iss nateejay per poohancha hoon kay Iss maamlay main insaan bohat hi khudhgharz saabit hua hay, kehtay hain kay duniya main koi bhi shakhs itna important nahin hota jiss kay baghair zindagi na guzaari jaa sakay.... marnay waloon kay peecha mara nahin jaata..... aur bhi bohat say aisay dilaasay hain jo insaan apnay aap ko day kar apni zindagi jeeta hay... magar yeh bohat hi takleef aur aziyat bharay lamhaat hotay hain jiss main aik saans laina bhi aik boujh lagta hay magar guzarta waqt har zakhm ka marham bann kar gham ko ghalat karta rehta hay aur jaanay waloon ki yaad srif unki barsi tak mehdood reh jaati hay....!!
Kisi shayer nay aisay moqay per kia khoob kaha hay.

Guzar tou jaayay gii teray baghair bhi laikin
Bohat udaas, bohat bayqarar guzraay gii....!
superb..ap ki apni tehreer hai?
 
Top