Asslam o alycum
sb ne kuchh na kuchh gift kia hy tm members ko.
mslan
koi bakry baich raha hy yahan @Abidi
koi achhy achhy kaprry share kr raha hy @Haya_Fatima
aur bhi bahut kuchh hy .
mn ne bhi socha kiun na mn bhi apna kaobar chmakaa looon.
to mn ne bhi ek dukan kholli jis mn bakron ki tarah profit kamaoooon
to lain g
...............
..........
..
.
..
.
.
.
aur yeh unk liy jinki wives nakry wali hain
abb tamater b shi
yeh nakhri wali bivion k liy
yeh bhi daikha yar achha laga to
ameer logon k liy bhi hy
yeh bhi kuchh