Signs of a Hypocrite

  • Work-from-home

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
[SHADOW=8]
  • O you who believe! Why do you say that which you do not do?
  • Most hateful it is with Allah that you say that which you do not do. [Quran (Surah As-Saff: 2-3)]
In explanation of these verses Sheikh Moududi states:
One meaning of these verses is that there should be complete agreement between a true Muslim’s word and deed: he should carry into effect whatever he says, and when he has no intention of doing it, or has no power for it, he should not say it. To say one thing and do another is one of the most hideous characteristics of man, in the sight of Allah. The Holy Prophet (upon whom be Allah’s peace) has explained that a person’s being characterized by this quality is a sign that he is not a believer but a hypocrite. According to a .Hadith he said;

"The hypocrite has three signs even if he offered the Prayer and observed the Fast, and professed to be a Muslim: That then he spoke he lied; when he made a promise, he broke it; and when he was entrusted with something, he proved dishonest. " (Bukhari, Muslim) .

In another Hadith he said:
"Four characteristics are such that the one who has all the four, is a hypocrite through and through, and the one who has one of these, has one characteristic of hypocrisy in him until he gives it up: that when he is entrusted with something, he proves dishonest; when he speaks, he lies; when he makes a promise, he breaks it; and when he quarrels he crosses all limits of morality and decency." (Bukhari, Muslim).
The jurists of Islam have almost unanimously held the view that if a person makes a pledge to AIlah (e.g.. vows to do some thing), or enters an agreement with others, or promised somebody to do something, it is obligatory for him to fulfill it, unless the thing he has promised is by itself sinful. If it is sinful, he should not observe or carry out the agreement or promise, but should expiate its violation as is also mentioned in Surah AI-Ma’idah. (AI-Jassas and Ibn al’Arabi, Ahkam al-Qur-an an). [Source: Tafheem Al-Quran by Sheikh Abul A’la Moududi].

[/SHADOW]
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
Wasif Safi

ap se mera aik sawal hai agar ap jowab day saktay hain. Aik Shaks jhoot bolta hai, Lekan woh dil se Allah or Muhammad Saw ko Nabi Manta hai to woh kia munafiq ho ga... Hadith keh rahi hai kay woh munafiq hai jo app ne munafiq ki nishanion walion wali hadith biyan ki hai. Jo shaks wada torta hai lekan Woh dil se Allah ki wadianiyat ka yaqeen rakhta hai to kia woh munafiq hai. merbani farma ka zara jowab dain or jaldi jowab
 
Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Wasif Safi

ap se mera aik sawal hai agar ap jowab day saktay hain. Aik Shaks jhoot bolta hai, Lekan woh dil se Allah or Muhammad Saw ko Nabi Manta hai to woh kia munafiq ho ga... Hadith keh rahi hai kay woh munafiq hai jo app ne munafiq ki nishanion walion wali hadith biyan ki hai. Jo shaks wada torta hai lekan Woh dil se Allah ki wadianiyat ka yaqeen rakhta hai to kia woh munafiq hai. merbani farma ka zara jowab dain or jaldi jowab
Suniye bro apki bat kuch hadd tak theek hai lekn puri bat nahi...
ALLAH TAALA per yaqeen to har momin rakta hai lekin baat yaha hai kaamil yaqeen ki..
Jis hadith ko maine quote kiya hai usse ye bat sabit hai ke wo shaqs munafiq hai jo jhoot bolta hai aur jo wada khilafi karta hai.Agar hum ye sochenge ke ALLAH TAALA bara raheem o kareem hai aur gunah karte jaenge to ye bat ghalat hai mere bhai hum dusre pehlu nahi sochte ke ALLAH TAALA jabbar bhi hai aur ghusse wala bhi..
Beshak ALLAH TAALA muaaf karne wala hai lekin agar har shaqs ye soch kar gunah karne lag jae to phir unlogo ka kya kaam jo Rehnumai karte hai hame ISLAM ke liye aur deen ke liye...
Aur kuch gunah waqt ke hisab se muaaf bhi kardetE hai ALLAH PAK jaise ke kisi ke ache ke liye jhoot bolna.
Aur sabse awwal bat ye hai ke ALLAH TAALA sab ke dilon ko janne wala hai,aap aur hum kisi bat ka faisla nahi kar sakte siwae Khaliq ke...

ALLAH TAALA knows everything better:):)
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

bohat shukria bhia
bhai ap jo keh rahay hain, Essay to har muslimaan munafiq ho jata hai, Sawaiy kuch khas logon kay... Kia ap ne kabi zindagi mian jhoot nahi bola, Kia ap ne kabi Zingagi mian Wada nahi tora.... Ess tarah to sari dunia kay muslimaan taqreeban munafiq ban jatay hain.... Or woh kon se munafiq hian Jahanam kay sab se nichlay ghray main hon gay... Kia jhoot bolnay wala munafiq bhi un kay sath ho ga
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
bohat shukria bhia
bhai ap jo keh rahay hain, Essay to har muslimaan munafiq ho jata hai, Sawaiy kuch khas logon kay... Kia ap ne kabi zindagi mian jhoot nahi bola, Kia ap ne kabi Zingagi mian Wada nahi tora.... Ess tarah to sari dunia kay muslimaan taqreeban munafiq ban jatay hain.... Or woh kon se munafiq hian Jahanam kay sab se nichlay ghray main hon gay... Kia jhoot bolnay wala munafiq bhi un kay sath ho ga
of course har wo banda munafiq hua na jis k qol-o-fael may tazzad hay ALLAH tala to sab jaante hain
Quran paak aik rehnumayi ki kitab hay jaise koi map hota hay hamain manzil tak pohanchane k liye raasta dikhata hay ,,ab ye hum pe hay k hum map ko follow kar k manzil ko paate hain ya Short cut k chakkar may bhatak jaate hain...

agar aap ye daikh rhe hain k Quran paak may kia kaha ja rh hay to usse daikhey aur usse follow karain yaqeen k saath agar aap Musalmano ko follow karna chahte hain to Prophet Muhammar (PBUH) k ilawa koi perfect nhi ,,,har koi apne amal ka khud zumedaar hay ,,,jo koi seedha rasta ikhtyar karey aur dusro ko bhi samjhane ki koshish karey uski jaza usse ALLAH se milti hay...

So its up to u or me k hum kuch samajh k amal karain aur dusro ko talqeen karte hain ya Sirf arguments daine tak rehte hain...
 
Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
I agreed wid hoorain...
Aur agar apko iska correct definition chahiye to sureh munafiqun ko tafseer ke sat parhe apko har baat bilkul clear hojaegi
 
agar yeh baat hai, to phir hum sab log munafiq hain, kyun kay meray khiyal main ess dunia koi shaks esa nahi ho ga, jis ne poori zindagi main jhoot na bola ho, ya jis ne wada khalfi nahi ki.... Kabi kabi Insan kay sath koi majboori ho jati, jis ki waja se woh jhoot bolta hai or wada poora nahi kar sakta... Kia esay sab log jahanam main jayen ga. To phir Jannat kia Peghamrbo kay liey sirf bani hai....

---------- Post added at 10:41 AM ---------- Previous post was at 10:39 AM ----------

I agreed wid hoorain...
Aur agar apko iska correct definition chahiye to sureh munafiqun ko tafseer ke sat parhe apko har baat bilkul clear hojaegi
Bhai Sura Munafiqeen un mufiqon kay liey hai, Jo dil se Allah pe yakeen nahi rakhtay.... Yani Islam ko nuqsan ponchtay hain... Dil se yahoodi hain ya dil see Allah ko jhoota samtay hain.... Aik shaks Allah pe Yakeen rakhta hai, lekan kabi kabi jhoot bolta hai ap uss ko bhi munafiq keh rahay hain.... Yeh kesay ho skta hai.
 
Top