Hahaha jab mai tm pr ayi thi tab meri age bhi 99 thi Phir mai sabko kehti thi beta kya haal hai sab waqai mujhey bazurg samjh bethey theyMain to 99 ka hoo'n ....... aur yahi rahunga kyun keh meri Age ke calculator main 2 figure ki jaga hai 100 to 3 figures par mushtamil hai is liye ab yahi age rahegi meri