!! Shayari !!

  • Work-from-home

CuTe_HiNa

TM Star
Jan 7, 2013
1,621
2,437
1,313
Hyderabad
Udaas shamon mein woh laut ke aana bhool jata tha,
Kar ke khafaa mujh ko manana bhool jata tha,

Inhi khaslaton ne uski mujhe badnam kar dala,
Wo likh ke naam diwaron pe mitana bhool jata tha,

Mat pooch mohabbat mein la’parwahi uski,
De ke zakhm wo marham lagana bhool jata tha,

Kitna dilnashi’n hota tha uski yaad ka manzar,
Wo jab bhi yaad aata tha zamana bhool jata tha.....
miss-you-35-52829.gif
 
  • Like
Reactions: Ocean-of-love

Ocean-of-love

Hot Shot
Nov 13, 2014
23,099
5,146
513
Udaas shamon mein woh laut ke aana bhool jata tha,
Kar ke khafaa mujh ko manana bhool jata tha,

Inhi khaslaton ne uski mujhe badnam kar dala,
Wo likh ke naam diwaron pe mitana bhool jata tha,

Mat pooch mohabbat mein la’parwahi uski,
De ke zakhm wo marham lagana bhool jata tha,

Kitna dilnashi’n hota tha uski yaad ka manzar,
Wo jab bhi yaad aata tha zamana bhool jata tha..... View attachment 71860
Bahut Khub.
 
Top