Shahzaib Khan The Ambassador Of The Pakistani Youth

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Tooba pashto mei ek proverb hain ager aapko maloom ho:
Plaar gatelay zoye ta asaan de...
that's how yeh wadeera type k bache log khud ko samajhte hain, kuch bhi kero koi rukne wala nai hain pher jub huq batel se takrate hain tu batel ka khatma hujata hain...[DOUBLEPOST=1357736912][/DOUBLEPOST]
musharraf ney deen k khilaaf bht kaam kia hey...
ik jo bht mashoor e.g. hey wo lal masjid ki hey jis sey aap b agaah hongey bt sahi tarah nahi. bcz hamara media khud ik sub sey bara dehshat gard hey. mqm waley b kia hongey us k saamney. bcz mera dor ka rishtey daar wahan rehchuka or jo udhar k logo sey jo detail milti lal masjid ki wo different hey. or us k baad sey Allah pak ney musharraf ko pir kis tarahsey giraya hey wo sub ap k samney hey.
mey tu yahi kahonga ye sub hamarey aamaalon ka nateeja hey. jo k mehengae or in halat ki soorat mey Allah ki taraf sey hum per aya howa hey.

@Tooba Khan @Don[DOUBLEPOST=1357673898][/DOUBLEPOST]


Assalam........

ap logo sey agree kerta hon k beshak ghalat howa ye. bt kia ye ik hi asa waqiya howa hey jo ghalat howa hey? media and har ik sirf isi waqiye ko itna q? aey din jo masjid k imaam sahabon ko jo shaheed ker rahey ya or kitney mazloom dunya sey jaarahey hein wo kis catgry mey achukey hein jo hum log and even media unki khabar taq nahi dey raha. mujhey samajh nahi ata jahan dekho shahzaib ki baatein or dosrey jo mazlooom bicharey unka asa koi charcha tu dor. sarsari c b khabar dekhney ko nahi milti. and even k shahzaib ki pori history bachey bachey ko pata chalgae hey. samajh nahi ata media ik cheez per ataq jaey tu baki b usi k mutabiq chalna start hojatey hein.

baki jo mqm ki baat hey ye tu aqal sey hi pedal hein. bhattey wattey wali baatein tu bht door ki baat hey. samajhney waley k liye itna hi kafi hey k koi arsa daraaz ka ghum geen b sirf mqm k leader ka ik khitaab dekhta hey tu pagalon ki tarah hans hans ker lot pot hojata hey. mqm tu hum per Allah k azaabon mey se ik azaab ki sorat hey.

Allah pak hum sub ki is fitney k dour mey raahnomae or madad farmaey wid afiat. ameeen


@i love sahabah @nasirnoman @Abidi @Iceage-TM
@hoorain @Tooba Khan @RedRose64 @Don @Dawn @saviou @Fahadd @Nelly @Aunty_Nasreen
Walaikum Salam
well yeh thread tub laga jub shahzaib ka case media tuk nai phauncha tha balke social networks ki through yeh baat hum tuk aur media tuk phaunche hain,
almost Shahzaib khan k qatel k ek week baad yeh khaber news mei aye and phir chief justice iftikhar muhammad chaudhry ne es case ko review kiya and phir warning jari kiya k saturday tuk criminals ko kaise bhi dhoond ker arrist kiya jaye otherwise next day ko officers without uniform court mei hazir ho phir tub jaker police officers ne ek du den mei yeh sub muzilmaan ko witness box mei kadha kerdiya...
aap ferma rahe ho k itne log maray jaate hain, masjid k imam shaheed huti hain tu unke khaber media tuk kio nai athe? aajkal serf shahzaib case he kio media mei baar baar paish kiya jaraha hain?
voh kahte hai na, Himmat-e-merda madad-e-khuda, Shahzaib case ager media mei aya tu es bache k family and friend ki madad se, protest kiye her party tuk jaker madad mangi baki loug ne bhi different cities mei protest kiya phir tub jaker yeh khaber media mei spread hugae, ager yeh ho bhi raha hain so aapko appreciate kerna chahye kessi ki awaaaz tu sune jarahe hain, kessi ek pakistani ko tu insaaf melne wala hain per aap still vohi old himmat thorne wale baate ker rahe ho, shahzaib ka case media mei kio baar baar paish kiya jaraha hain yeh aapka sawal nai huna chahye balke dusro ki huq mei awaaz kio nai uthaya jata yeh aapka sawal hona chahye, aur uske wajah bhi aap aur voh sabhe log hain jho jante hain k kahe pe zulm hurahe and ghalat horaha hain but uske against koi step nai leta,
aap ek kadam badhao aur baki sub tuk news phauchao phir dekhega madad kaise nai melti? so aapka yeh pochna ghalat hain k shahzaib ko baar baar kio media mei paish kiya jata hain, yeh koi president ka beta nai balke ek aam insan ka tha aur maa baap ka ek lauta beta jenhune aapnay bahen ki hifazat ker k aapni jaan de hain so aise loug ko media mei paish kiya jaraha hain so yeh bade baat hain and we should be grateful k pakistan ki qanoon k ankho mei patthi na bandhe, insaaf ki umeed kersakte hain.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
Tooba pashto mei ek proverb hain ager aapko maloom ho:
Plaar gatelay zoye ta asaan de...
that's how yeh wadeera type k bache log khud ko samajhte hain, kuch bhi kero koi rukne wala nai hain pher jub huq batel se takrate hain tu batel ka khatma hujata hain...
ha sabah u right.ye pic dek kar he 1 bht talkh haqeqat or khani hamaray zehno may bunny lag gaye hay...lakin khuda ki zameen par to ye log sarkashe dika saktay hay...lakin khuda k darbar may inhay 1,1 ziadte ka hisab dayna hoga...
mare dil say dowa hay k Allah shahzaib k qatelo ko ibrat ka nisshan banaye tak ayenda koe asa karnay say pehlay 100 bar zaror sochay..
 
  • Like
Reactions: Sabah

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
ha sabah u right.ye pic dek kar he 1 bht talkh haqeqat or khani hamaray zehno may bunny lag gaye hay...lakin khuda ki zameen par to ye log sarkashe dika saktay hay...lakin khuda k darbar may inhay 1,1 ziadte ka hisab dayna hoga...
mare dil say dowa hay k Allah shahzaib k qatelo ko ibrat ka nisshan banaye tak ayenda koe asa karnay say pehlay 100 bar zaror sochay..
Ameen, and in sha Allah :)
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Tooba pashto mei ek proverb hain ager aapko maloom ho:
Plaar gatelay zoye ta asaan de...
that's how yeh wadeera type k bache log khud ko samajhte hain, kuch bhi kero koi rukne wala nai hain pher jub huq batel se takrate hain tu batel ka khatma hujata hain...[DOUBLEPOST=1357736912][/DOUBLEPOST]
Walaikum Salam
well yeh thread tub laga jub shahzaib ka case media tuk nai phauncha tha balke social networks ki through yeh baat hum tuk aur media tuk phaunche hain,
almost Shahzaib khan k qatel k ek week baad yeh khaber news mei aye and phir chief justice iftikhar muhammad chaudhry ne es case ko review kiya and phir warning jari kiya k saturday tuk criminals ko kaise bhi dhoond ker arrist kiya jaye otherwise next day ko officers without uniform court mei hazir ho phir tub jaker police officers ne ek du den mei yeh sub muzilmaan ko witness box mei kadha kerdiya...
aap ferma rahe ho k itne log maray jaate hain, masjid k imam shaheed huti hain tu unke khaber media tuk kio nai athe? aajkal serf shahzaib case he kio media mei baar baar paish kiya jaraha hain?
voh kahte hai na, Himmat-e-merda madad-e-khuda, Shahzaib case ager media mei aya tu es bache k family and friend ki madad se, protest kiye her party tuk jaker madad mangi baki loug ne bhi different cities mei protest kiya phir tub jaker yeh khaber media mei spread hugae, ager yeh ho bhi raha hain so aapko appreciate kerna chahye kessi ki awaaaz tu sune jarahe hain, kessi ek pakistani ko tu insaaf melne wala hain per aap still vohi old himmat thorne wale baate ker rahe ho, shahzaib ka case media mei kio baar baar paish kiya jaraha hain yeh aapka sawal nai huna chahye balke dusro ki huq mei awaaz kio nai uthaya jata yeh aapka sawal hona chahye, aur uske wajah bhi aap aur voh sabhe log hain jho jante hain k kahe pe zulm hurahe and ghalat horaha hain but uske against koi step nai leta,
aap ek kadam badhao aur baki sub tuk news phauchao phir dekhega madad kaise nai melti? so aapka yeh pochna ghalat hain k shahzaib ko baar baar kio media mei paish kiya jata hain, yeh koi president ka beta nai balke ek aam insan ka tha aur maa baap ka ek lauta beta jenhune aapnay bahen ki hifazat ker k aapni jaan de hain so aise loug ko media mei paish kiya jaraha hain so yeh bade baat hain and we should be grateful k pakistan ki qanoon k ankho mei patthi na bandhe, insaaf ki umeed kersakte hain.
sub sey pehley tu ye again wazih kardun k mey shahzaib k waqiye k against na tha n na hi hon.
2nd ye k aap ko pata hi nahi hey k kitney barey peymaaney per n kab sey protest howa hey
n ho raha hey pehley b or baad mey b.bt again yahi kahonga k media mey ye sub aya hi nahi
n na hi dikhaya jata hey. kher in baatun ki detail mey jaeingey tu baat bht lambi hojaeygi.
bus samajhney ki baat hey yahan or kuch against nahi.
 
  • Like
Reactions: Aunty_Nasreen
Top