shadi

  • Work-from-home

SHADI

  • LARKA

    Votes: 12 80.0%
  • LARKI

    Votes: 3 20.0%

  • Total voters
    15

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
assalam waliekum
dear dosto
hmmm shadi ka naam suntey hi aik bat mind me ajati hy
shadi aik aisa ladoo jo khaye wo pachtaye jo na khaye wo b pachtaye..
Hehehe
ksi ne kha k pachtaya
kisi ne na kha pachtaya
so mere mind meaik baat ayi
k es baat ko poll me laga ker dekhen to sbki apni apni raye kya hy..
Aik mazae ki baat hy js pe poll kerna hy sab ne

k
aapke khyal me mostly kon shadi k naam se bhagta hysmiley_running.gif
larki
ya
larka

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
walakumsalam wrwb
i must say guys..
coz mostly guys ko apni studies aur establish hona parta hai pehle.....
 
  • Like
Reactions: Asma24

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
hehehe zeeeee take ur time....tm last line me kharey raho ok{(haha)}
 
Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
Agr socha jay to mostly boys dont want butmere khayal si aaj ka girls be nahe chahti ki shadi kary q k onko be apnestudies karni hai kuch banna haiso i vote to girls
 
  • Like
Reactions: Asma24

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
Larkay...! meray khayal men kyun k unoone pehle stand hona hota hai , phr shadi ka sochtay hn , Lakin baz jaga yeh bi dekhne men aya hai k larkay ghar men udham macha detay han k unki shadi ki jaye, ...:(
 
  • Like
Reactions: Asma24

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
I think boys shadi se bhagte hain teen age mei... the reason is k enhe teen age mei apnay studies and saath mei aapnay friends k saath jho ghoomna phirna hota hain usay buhut enjoy kerte hain and shadi kerk esay jaldi khatam nai kerna chahte pir studies k baad jub farigh hujate hain tu un mei se buhut kum Iam not talking about all, GFs bana ne mei masroof hujate hain and pir girls k saath friendship kerte hain kafi muddat tuk... jub 30 to 32 years k hujae maybe pir eske baad enhe lagta hain k ab buhut masti and enjoyment ker le so shadi ker lene chahye, and yaha se enhe yeh feel hota hain k jho pahlay kia so kiya per shadi ammi k passand se ker lunga, aur jitne purane GFs the waghaira unse jaan chorane ki koshish mei lug jaate hain because enka khayal yeh ban jata hain k voh sahi ladkiya nahin the, ager sahi ladkiya huti tu mere saath friendship kio ker lete tu eslie shadi k lie shareef ladki apnay ammi k passand se chahye.. so shadi se koi bhi nai bhagta buss enhe aapnay age k mutabek plan kerne hain...thats all
 
  • Like
Reactions: Asma24 and hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

100% true :-bd
kuch had tak ye germs girls may bhi aane laggey hain ab
but mostly boys bhaagtey hain jaldi shadi se un k khayal may unki freedom khatam ho jaati hay
 
  • Like
Reactions: Asma24 and Sabah

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar

100% true :-bd
kuch had tak ye germs girls may bhi aane laggey hain ab
but mostly boys bhaagtey hain jaldi shadi se un k khayal may unki freedom khatam ho jaati hay
No Doubt k girls mei bhi yeh habbit paida hue hain.. and haa ajkal k freedom ne sabke demagh kharab kiye hue hain...
 
  • Like
Reactions: diya. and Asma24
Top