Sahi Tareeqa-e-Namaz and benefits

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Jazakallah khair

janab isme bohot se aise tareeqe hain jo sunnat se sabit nahi
aurton ki aur mardon ki namaz ek hai isko alag alag na karen

jaise k hadees hai bukhari ki
Allah k Rasul sallelahu alayhiwasallam ne faramya SALLU KAMA RAITU MUNI SALLI namaz aise padho jaise mujhe padhte huye dekhte ho

ye nahi kaha k aurten aise padho mard aise padho

Allah hame deen ki sahi sahi samajh aata farmaye Aameen

mazeed maloomat aur mukammal namaz k liye tareeqe k liye
is thread par nazar dalen
http://www.tafrehmela.com/namaz/95840-salah-prayers-step-step.html
 
*lucky*

Newbie
Aug 9, 2010
4,386
1,581
0
sweet home

thanx 4 hadees:)

but gents seeny pr haath nahi baandhty...main ny hamesha aurton ko aisy haath baandhty dekha hai mrdon ka tareeka or hai aisa kion?
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

*lucky*

Newbie
Aug 9, 2010
4,386
1,581
0
sweet home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

thanx:)

lakin phir sb log aisy namaz kion nahi prty?

ladies and gents ka tareeka alag alag kion hai?kis ny kia hai?

g main ny chek kr lia hai ye thread...jazakallah
Allahi barik feek :)

loog to shirk bhi karte hain ab kyun karte hain ap behtar jante ho

issi tarah deen me bhi kaafi tabdeeliyan ki gayi hain Allah bachaye

inhsa Allah ham bohot jald aur tafseelat k sath urdu me ek thread banayenge
 
  • Like
Reactions: *lucky*

rqabutt

Newbie
Aug 29, 2010
38
6
0
Assalam-o-alaikum
Allah ham sab ko haq bat bolnay ki tofiq or huq pr amal krnay ki tofiq day,BUkhari sharif ya ahadith ki degar mustanad kutb main is say thora diffrent tarika likhka gia hai
rahi baat orton ki namaz ki
Allah k Nabi Pak SAW nay mardon or orton dono k liay aik hi tarika namaz rakha hai,
ap koi b siha sitta mai say Hadith ki book khol k dekh lain,
agay apki marzi
Allah hamain sab ko seedhay rastay per chalnay ki tofq dy
ameen
 
Top