Rone beith phir rota jaa
Rone beith phir rota jaa
ashkon ki mala pirota jaa
apni wafayen qaayam rakh tu
chah e ghum hai ushi ka hota jaa
rone beith to umaron ko
na ghari ro ke raatein sota jaa
gaya itni door ke lout na sake woh
sada e dil ke yaadon mein khota jaa
raah e mout bhi yehi rahi ChiragH
nehr e ashk mein khudko dubota jaa
rone beith phir rota jaa
ashkon ki mala pirota jaa
***S_ChiragH***
Rone beith phir rota jaa
ashkon ki mala pirota jaa
apni wafayen qaayam rakh tu
chah e ghum hai ushi ka hota jaa
rone beith to umaron ko
na ghari ro ke raatein sota jaa
gaya itni door ke lout na sake woh
sada e dil ke yaadon mein khota jaa
raah e mout bhi yehi rahi ChiragH
nehr e ashk mein khudko dubota jaa
rone beith phir rota jaa
ashkon ki mala pirota jaa
***S_ChiragH***