Video ramzaan 7th day

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
ASLAMO ALAIKUM...

kaisey hai sab...ap sab sey mazrat chahti hon jo silsila shuru kiya tha wo continue na rakh saki kyon k achanak hi umra pr chaley gaey MASHA ALLAH.....isi liye mai abhi mai ye cpmlete kr rhi hon:)


(jo shakhs roza ki halat mai jhooth bolna aur dagha bazi krna na chory)


hum sey ADAM bin abi ayyas ney bayyan kiya,kaha hum sey IBN E ABI ZAIB ney bayyan kiya,in sey in key walid KEESAAN ney aur is sey ABU HURAIRRAH r.s ney key RASOOL KReeM s.a.w.w ney fermaya ager koi shakhs jhooth bolna aur dagha bazi krna (rozay rakh kr bhi) na chorey tou ALLAH ko is ki koi zroorat nhi k wo apna khana peena chore dey...

(terfah fih;6057)

MAFHOOM e hadees roza ki halaat mai jhooth aur dhokha bazi krney wala shakhs rozey ki toheen krta hai...is k liye ALLAH k han rozey ka koi wazan nhi roza sirf bhook piyaas ka naam nhi is sey muraad hai k shehwaat e nafsani ko tark kiya jaey....
 
  • Like
Reactions: eXcalibuR

Ezio

Super Star
Aug 9, 2011
5,766
1,003
613
Hmmm true, laikin bht se log is baat ka khayal nahin rakhtey ....
ALLAH hamare roze qabol farmaye.... Ameen :)
 
  • Like
Reactions: Detective
Top