Qur'an Ek Mukammal Kitab

  • Work-from-home

Bhanjara

KaChiii
Banned
Nov 24, 2014
3,748
338
133
hlhlhl

Aaylaaaaa

priNcess
TM Star
Sep 25, 2014
4,096
2,430
1,313
kohkaaf
yeh quran ki kisi b ayat ka mujhe tarhma nahi lagta
jo ayat hy woh batein yeh ik poetry hy is liye is thread ka name quran pak kehta na likhien to behtir hy
:happy
g mujy b pta hai yahan yeh b to ni likh sakti k mein kehti hun ye aik msg hai quraan ka logon ki bhlai k liay
 

Bhanjara

KaChiii
Banned
Nov 24, 2014
3,748
338
133
hlhlhl
g mujy b pta hai yahan yeh b to ni likh sakti k mein kehti hun ye aik msg hai quraan ka logon ki bhlai k liay
:areyoukiddingmeap ko yeh nahi pata quran k matliq ik lafz b apne ap se keh k ya hadees k matliq ik lafiz jumla b apne paas se keh k kehna yeh is ka hisa hy


Gunnah qabeera hy
ap is ko yeh keh skti thi islamic poerty
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
Quraan Farmata hai


(ذٰ لِكَ الۡڪِتٰبُ لَا رَيۡبَۛۚۖ فِيۡهِۛۚ هُدًى لِّلۡمُتَّقِيۡنَۙ‏ ﴿۲
(یہ کتاب (قرآن مجید) اس میں کچھ شک نہیں (کہ کلامِ خدا ہے۔ خدا سے) ڈرنے والوں کی رہنما ہے ﴿۲

Soora-e-Younus k pehli ayat
الٓر‌ تِلۡكَ اٰيٰتُ الۡكِتٰبِ الۡحَكِيۡمِ‏ ﴿۱
یہ بڑی دانائی کی کتاب کی آیتیں ہیں ﴿۱

isi tarah soora e ibrahim ki pehli ayat ka tarjama hai
(یہ) ایک (پُرنور) کتاب (ہے) اس کو ہم نے تم پر اس لیے نازل کیا ہے کہ لوگوں کو اندھیرے سے نکال کر روشنی کی طرف لے جاؤ (یعنی) ان کے پروردگار کے حکم سے غالب اور قابل تعریف (خدا) کے رستے کی طرف ﴿۱﴾

Aur yeh sab Quraan khud faramta hai
isi liye Quraan Dunya ke Har mas'aly ka Hal hai

Quraan Zindagi hai
kuch logo ko agar eteraaz ho to jawab mil sakta hai unko​
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Jazak Allah Khair behna :)

yeh quran ki kisi b ayat ka mujhe tarhma nahi lagta
jo ayat hy woh batein yeh ik poetry hy is liye is thread ka name quran pak kehta na likhien to behtir hy
:happy
be shak ye quran ki ayat nahi hai
balke shayar shayad quran ki us ayat ka tarjume ko shayari k andaz me aur aaj ki haqeeqat ko nazar me rakhte huye farma raha hai jis ayat me Allah kehte hain hai koi isko parhne wala is se naseehat karne wala

wallahu aalam
 

Bhanjara

KaChiii
Banned
Nov 24, 2014
3,748
338
133
hlhlhl
Jazak Allah Khair behna :)



be shak ye quran ki ayat nahi hai
balke shayar shayad quran ki us ayat ka tarjume ko shayari k andaz me aur aaj ki haqeeqat ko nazar me rakhte huye farma raha hai jis ayat me Allah kehte hain hai koi isko parhne wala is se naseehat karne wala

wallahu aalam
:areyoukiddingmebut not quran words
 

Bhanjara

KaChiii
Banned
Nov 24, 2014
3,748
338
133
hlhlhl
her kisi k paas internet hy jo cheez nahi mitli ya jis main khadsha hota hy woh posh lyta houn

magar yeh quran ki word nahi yeh ik poeter k word hein
:areyoukiddingme
 

Aaylaaaaa

priNcess
TM Star
Sep 25, 2014
4,096
2,430
1,313
kohkaaf
her kisi k paas internet hy jo cheez nahi mitli ya jis main khadsha hota hy woh posh lyta houn

magar yeh quran ki word nahi yeh ik poeter k word hein
:areyoukiddingme
ap ko agr bura na lgy to plz ap is cheez py behs mat kro q k hm sirf achi bt dosron sy share kr rhy hain yeh bt to quraan mein sy hi hai sirf poet ny usy apny andaaz sy pesh kia
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
Quraan Kalamullah hai aur Kalaamullah ka matlab keh keh Allah ka Farmaan
aur Quraan Naseehat hai
Quran kehta hai keh mujhe parho
Quraan kehta hai mujh se naseehat hasil karo
Quraan kehta hai keh main sachi kitaab hoon
agar koi apne bache se kahy keh Quraan kehta hai keh sharab haram hai
to yeh Quraan kehta hai
jo naseehat di hai wo mafhoom-e-Quraan hai
 
  • Like
Reactions: saviou

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Quraan Kalamullah hai aur Kalaamullah ka matlab keh keh Allah ka Farmaan
aur Quraan Naseehat hai
Quran kehta hai keh mujhe parho
Quraan kehta hai mujh se naseehat hasil karo
Quraan kehta hai keh main sachi kitaab hoon
agar koi apne bache se kahy keh Quraan kehta hai keh sharab haram hai
to yeh Quraan kehta hai
jo naseehat di hai wo mafhoom-e-Quraan hai
bilkul ye baat hai k wo quran k mafhoom se shayar ne sher likha hai
 
  • Like
Reactions: muttalib

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
bilkul ye baat hai k wo quran k mafhoom se shayar ne sher likha hai
لِـتُخۡرِجَ النَّاسَ مِنَ الظُّلُمٰتِ اِلَى النُّوۡرِ 
کہ لوگوں کو اندھیرے سے نکال کر روشنی کی طرف لے جاؤ

to har uljhan ka hal quraan hi hua na
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
agr kuch ghalt lgta hai inko to @saviou bheiyaa ap yeh thread delet kr dain
nahi thread delete karne ki zaroorat nahi :)

لِـتُخۡرِجَ النَّاسَ مِنَ الظُّلُمٰتِ اِلَى النُّوۡرِ 
کہ لوگوں کو اندھیرے سے نکال کر روشنی کی طرف لے جاؤ

to har uljhan ka hal quraan hi hua na
jee bilkul

asal me yahan thori confusion huyi hai
@Bhanjara ka kehna hai k ye exact tarjuma nahi balke sher hai to ye apni jagah sahi hain
@Aaylaaaaa ne jo share kiya usme unki intention bhi sahi hai to wo bhi apni jaga sahi hai

aur wo ek tarah se quran ka mafhoom hi hai wallahu aalam
 
  • Like
Reactions: Aaylaaaaa

Aaylaaaaa

priNcess
TM Star
Sep 25, 2014
4,096
2,430
1,313
kohkaaf
nahi thread delete karne ki zaroorat nahi :)



jee bilkul

asal me yahan thori confusion huyi hai
@Bhanjara ka kehna hai k ye exact tarjuma nahi balke sher hai to ye apni jagah sahi hain
@Aaylaaaaa ne jo share kiya usme unki intention bhi sahi hai to wo bhi apni jaga sahi hai

aur wo ek tarah se quran ka mafhoom hi hai wallahu aalam
g acha
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
nahi thread delete karne ki zaroorat nahi :)



jee bilkul

asal me yahan thori confusion huyi hai
@Bhanjara ka kehna hai k ye exact tarjuma nahi balke sher hai to ye apni jagah sahi hain
@Aaylaaaaa ne jo share kiya usme unki intention bhi sahi hai to wo bhi apni jaga sahi hai

aur wo ek tarah se quran ka mafhoom hi hai wallahu aalam
dono apni jaga sahi hain... ho sakay to title change kar k MUKAMAL KITAAB Rakh dijiay to yeh confusion kam ho jaey gi.
 
  • Like
Reactions: saviou
Top