Qaid

  • Work-from-home

naazii

TM Star
Mar 28, 2014
1,383
333
83
kia insan sirf wohi qaid hai jisy saza ky tor par jail qaid khane ya kamry band kia jai?
nahe insan to hamesha qaid hai apni khuwahishon mai apny banay huwe qanonnon or ausulon mai, apni zid mai apni aana mai.. apny banay rasmo riwaj mai, apny ghoror mai apni tanhai ki char diwari mai apny nafs ki ghulami mai apni khushi mai apni maoj masti mai or apny ghamo ki duniya mai qaid hai insan
insan khabi aazad nai rehta kisi na kisi qaid mai wo hamesha para rehta hai.. is qaid se nikal kar phir qabar mai hamesha k liye qaid ho jata hai
koi insan aazad nai sab qaidi hain sab insane...
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
kia insan sirf wohi qaid hai jisy saza ky tor par jail qaid khane ya kamry band kia jai?
nahe insan to hamesha qaid hai apni khuwahishon mai apny banay huwe qanonnon or ausulon mai, apni zid mai apni aana mai.. apny banay rasmo riwaj mai, apny ghoror mai apni tanhai ki char diwari mai apny nafs ki ghulami mai apni khushi mai apni maoj masti mai or apny ghamo ki duniya mai qaid hai insan
insan khabi aazad nai rehta kisi na kisi qaid mai wo hamesha para rehta hai.. is qaid se nikal kar phir qabar mai hamesha k liye qaid ho jata hai
koi insan aazad nai sab qaidi hain sab insane...
woww brilliant,,bohat zabardats likha aap ne naazi
i like it :-bd
thanx for sharing :)

@Rubi @Kit_Kat @saviou @minaahil @Bela @Manxil @Fanii
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237

Wow..
Bohat hi Umda... ;;)
Keep it Up,,
 
  • Like
Reactions: naazii

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
kia insan sirf wohi qaid hai jisy saza ky tor par jail qaid khane ya kamry band kia jai?
nahe insan to hamesha qaid hai apni khuwahishon mai apny banay huwe qanonnon or ausulon mai, apni zid mai apni aana mai.. apny banay rasmo riwaj mai, apny ghoror mai apni tanhai ki char diwari mai apny nafs ki ghulami mai apni khushi mai apni maoj masti mai or apny ghamo ki duniya mai qaid hai insan
insan khabi aazad nai rehta kisi na kisi qaid mai wo hamesha para rehta hai.. is qaid se nikal kar phir qabar mai hamesha k liye qaid ho jata hai
koi insan aazad nai sab qaidi hain sab insane...
zaberdast lines :-bd keep it up shistale ;;)
 
  • Like
Reactions: naazii

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
wow ..bahut acha likha hy :-bd
keep writing n sharing :D
kia insan sirf wohi qaid hai jisy saza ky tor par jail qaid khane ya kamry band kia jai?
nahe insan to hamesha qaid hai apni khuwahishon mai apny banay huwe qanonnon or ausulon mai, apni zid mai apni aana mai.. apny banay rasmo riwaj mai, apny ghoror mai apni tanhai ki char diwari mai apny nafs ki ghulami mai apni khushi mai apni maoj masti mai or apny ghamo ki duniya mai qaid hai insan
insan khabi aazad nai rehta kisi na kisi qaid mai wo hamesha para rehta hai.. is qaid se nikal kar phir qabar mai hamesha k liye qaid ho jata hai
koi insan aazad nai sab qaidi hain sab insane...
 
  • Like
Reactions: naazii

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
kia insan sirf wohi qaid hai jisy saza ky tor par jail qaid khane ya kamry band kia jai?
nahe insan to hamesha qaid hai apni khuwahishon mai apny banay huwe qanonnon or ausulon mai, apni zid mai apni aana mai.. apny banay rasmo riwaj mai, apny ghoror mai apni tanhai ki char diwari mai apny nafs ki ghulami mai apni khushi mai apni maoj masti mai or apny ghamo ki duniya mai qaid hai insan
insan khabi aazad nai rehta kisi na kisi qaid mai wo hamesha para rehta hai.. is qaid se nikal kar phir qabar mai hamesha k liye qaid ho jata hai
koi insan aazad nai sab qaidi hain sab insane...

woww brilliant,,bohat zabardats likha aap ne naazi
i like it :-bd
thanx for sharing :)

@Rubi @Kit_Kat @saviou @minaahil @Bela @Manxil @Fanii

Ma Sha Allah Bohot acha likha hai aap ne

ek baat hai agar insaan samajh jaye ke wo qaidi hai aur phir wo sirf aur sirf shariyat ka islam ka qaidi ban kar rehna pasand karle to phir wo haqeeqat me islam ki qaid me azaad ban kar jee sakta hai aur marne ke baad bhi wo is qaid me azaad hi rehta hai

jab banda Allah ki bandagi karta hai to wo sare batilane mabood se azaad ho jaata hai lekin jab wo Allah ki bandagi ko chor deta hai to phir saari dunia ka ghulam unka qaid ban jaataa hai

Allah se dua hai wo hame sirf apna banda apna qaidi apna ghulam bana kar rakhe Aameen
 
  • Like
Reactions: Shizu and naazii

thank you saviou bhai bohot aachi bat btai aap ne khuda humain apni bandage ky qabil banay...humain un Bandon mai shamil kary Jo khuda ky pasandeda hon.. ameen ek bar phir se shukriya..
 
  • Like
Reactions: saviou

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
thank you saviou bhai bohot aachi bat btai aap ne khuda humain apni bandage ky qabil banay...humain un Bandon mai shamil kary Jo khuda ky pasandeda hon.. ameen ek bar phir se shukriya..
Thumma Aameen :)
 
  • Like
Reactions: naazii

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
ay hoor hansna nai ok @saviou
Asssalaam-O-alaikum

Aap nay apnay eshaasaat ko lafzoon ki qiba pehna kar bohat hi khoobsurati say paish kia hay 'khiraj-e-tehseen' qubool kijyey.

Meri soch qadray mukhtalif hay ho sakta hay kay meri soch ka dar-o-madar meray MARD honay per bhii hoo, kiyonki aksar KHAWATEEN apnay aap ko 'humarii man dominated society' main aik 'Qaidii' ki hesiyat daitii haiin... kiyonki humaray aaas paas ka mahool balkay humaray apnay ghar main 'laRkoon' ki ghaltii ko 'Nadani' aur 'LaRkii' ki ghaltii ko 'Bad-chalni' ka naam dia jaata hay....!!

Khair, meri soch kay muaabiq INSAAN azaad paida hua hay ALLAH SWT nay ussay AZAAD paida kia hay, chahay woh mard ho yaa aurat yeh AZAADI sab ko haasil hay... albatta jiss QAYDD ka aap nay zikar kia hay main ussay QAYDD nahin balkay 'Hisaaar' ka naam doon ga... hum sab kabhi mohabbat kay hisaar main, tou kabhi apni zidd aur ana kay hissar main, kabhi rishtaydaari nibhaanay main tou kabhi rishtaydaari touRnay main... mehaz yeh HISAAAR humaray ird gird humesha qayimm rehta hay.... but trust me, inn hisaar say bahar aana srif aur srif aap kay haath main... koi bhi aap ko QAYD nahin kar sakta, aap ka apna wajood bhi nahin.

baaqi @saviou bhai nay bohat hi khoobsurtii say azaadi kay matlab baatayin hain, bas humain apnay aap kay hisaar say bahar aana hay, and should not try to complicate our life... Life is very simple and loving... we need a positive spirit to live this life for us and for others, khush rahyeh aur isi tarah apnii tehreer say hum sab ko mustafeed kartii rahyeh.
 
Reactions: saviou and naazii

naazii

TM Star
Mar 28, 2014
1,383
333
83
thanks thefire bhai aap ki soch jan k acha laga.... ye bs hoorain sis ke kehne pe jo likha tha bol dia....mai ne ye sab khuda k muqarar karda hadod k bary mai nai bulky insano k khod apne banain huwe hudod k bry mai kaha... aap thora ghor kary to kia insan aap ko ko in sab baton mai uljhy huwe nazar aayn gy.. bulky qaid ho chuky hain wo apne aap k apne nafs k ghulam ban k reh gay hain..
 
Main aap ki soch ki tareef kar chuka hoon, main nay tou apnay nazaryeh say iss baat ko bayan karnay ki koshish kii hay kay insaan ki inn uljhanoon ko qayd nahin balkay 'soch kay hisaar' kaha jaata hay, yaa phir 'majbooiryan main bandh' jaana kehtay hain... isi liye to aakhir main kaha kay humain apni zindagi ko unljhanoon ka shikaar nahin banaana chayeh aur har kaam ko mashayat-e-ilaahii keh kar sabar karna chayeh... raahain asaan khudh ba khudh ho jaayain gain... ALLAH bhi humain itna gham nahin datia jisay sehnay ki humain taaqat na ho...

bas itnii sii baat hay.... keep life simple, dont make it complicated... life is a gift of ALLAH SWT so enjoy this gift and have lots of fun.. :) khush rahyhe
 
naazii

TM Star
Mar 28, 2014
1,383
333
83
ok thanks aap ki soch bhi achi hai parh k khushi huwe.. hehe magar mai apni jaga qaim hun..
 
Top