Poetry by topic (DIL)

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Aye Dil-e-Betaab Tehar

Teergi hai k umandti hi chali aati hai
Shab ki rag tag se lahoo photo raha ho jese

Chal rahi hai k kuch is andaaz se nabz-e-hasti
Dono aalam ka nasha toot raha ho jese
Raat ka garam lahuu or bhi beh jaane do
Yehi tareeki to hai ghaza-e-rukhsaar-e-sehar
Subha hone hi ko hai ay dil-e-betaab tehar
Abhi zanjeer jhanakti hai pas-e-parda saaz
Mutlaq ulhukum hai shiraza-e-asbaab abhi
Sagar-e-naab main aanso bhi dhalak jaate hain
Laghzish-e-paa main hai pabandi-e-aadaab abhi
Apne diwanon ko diwana to ban lene do
Apne mekhanon ko mekhana to ban lene do
Jald ye satoot asbaab bhi uth jaye gi
Ye giranbaazi-e-aadaab bhi uth jaye gi
Khuah zanjeer chanakti hi, chanakti hi rahe
 
  • Like
Reactions: Amreen

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Na bhuja chiragh-e-Diyaar-e-dil, Na bicharne ka tu malal kar
Tujhay degi jeene ka hosla, Mere yaad rakh le samhal ka

Ye bhi kya k aik hi shaks ko, kabhi sochna kabhi bhoolna
Jo na bujh sake wo diya jala, Jo na hosake wo kamaal kar

Gham-e-Aarzu mere justuju, main simat k aagaya rubaru
Ye sakoot-e-marg hai kis lye, main jawab don tu sawaal kar

Tu bichar raha hai to soch le, tera sath hai mere zindgai
Tujhay rokna mere maut hai, mere bebasi ka khayal kar

Ye jo ek saat-e-wasl hai, sar-e-saat-e-zehan jami hue
Issi ek saat-e-wasl ko kabhi maah kar kabhi saal kar

Mere dard ka, mere zabt ka, mere bebasi, mere sabar ka
Jo yaqeen na aaye to dekh le, tu hawa main phool uchaal kar

Tere sarhado pe main kyun rukon, mujhay rok mat mujhay jane de
Mere saari umer safar ki hai, mujhay is qadar na nidhaal kar

Jo khushi mile, wo kabool kar, mujhay chor de mujhay bhool ja
Main hon “Jazib”-e-sitam aashna, tu bas apne ghar ka khayal kar
 
  • Like
Reactions: Amreen

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan
Na dil ko lagate na hayraan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote

Yeh kaise khushi hai joh gaam leke aye
Mohabaat ke badle mili hai judaai

Zamane ki rashmo se yeh dil bekabaar tha
Mera saath dene mei agar tumko daar tha
Tu pahele na itna maherban hote

Kisse se gila kya joh toota mera dil
Ki sach hai nahi hai hum mohabaat ke kabil X2

Sawarne se hi pahele sapne na bikarte
Kisse ki mohabat pei sitaam hum na karte
Agar apne bas mei joh armaan hote


Na dil ko lagate na hayraan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote
 
  • Like
Reactions: Amreen

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Na bhuja chiragh-e-Diyaar-e-dil, Na bicharne ka tu malal kar
Tujhay degi jeene ka hosla, Mere yaad rakh le samhal ka

Ye bhi kya k aik hi shaks ko, kabhi sochna kabhi bhoolna
Jo na bujh sake wo diya jala, Jo na hosake wo kamaal kar

Gham-e-Aarzu mere justuju, main simat k aagaya rubaru
Ye sakoot-e-marg hai kis lye, main jawab don tu sawaal kar

Tu bichar raha hai to soch le, tera sath hai mere zindgai
Tujhay rokna mere maut hai, mere bebasi ka khayal kar

Ye jo ek saat-e-wasl hai, sar-e-saat-e-zehan jami hue
Issi ek saat-e-wasl ko kabhi maah kar kabhi saal kar

Mere dard ka, mere zabt ka, mere bebasi, mere sabar ka
Jo yaqeen na aaye to dekh le, tu hawa main phool uchaal kar

Tere sarhado pe main kyun rukon, mujhay rok mat mujhay jane de
Mere saari umer safar ki hai, mujhay is qadar na nidhaal kar

Jo khushi mile, wo kabool kar, mujhay chor de mujhay bhool ja
Main hon “Jazib”-e-sitam aashna, tu bas apne ghar ka khayal kar
Masha Allah...kya dhoondh ke nikali hai poetry nasir bhai...zabardust....best of luck...:)
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Na dil ko lagate na hayraan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote

Yeh kaise khushi hai joh gaam leke aye
Mohabaat ke badle mili hai judaai

Zamane ki rashmo se yeh dil bekabaar tha
Mera saath dene mei agar tumko daar tha
Tu pahele na itna maherban hote

Kisse se gila kya joh toota mera dil
Ki sach hai nahi hai hum mohabaat ke kabil X2

Sawarne se hi pahele sapne na bikarte
Kisse ki mohabat pei sitaam hum na karte
Agar apne bas mei joh armaan hote


Na dil ko lagate na hayraan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote
Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote
wah kya bat hai farasat very nice sharing...best of luck... :)
 

lavina

TM Star
Jun 14, 2009
1,580
780
113
USA
Mere Dil Ko Yaqeen Hai Kabhi Tum Juda Na Hoge
Meri Zindagi Ke Saathi Kabhi Tum Khafa Na Hoge
Meri Zindagi Ki Mehfil Tere Pyar Se Saji Hai
Mere Dil Ki Anjuman Mein Tere Dil Ki Roshni Hai
Kabhi Dur Mere Dil Se Mere Aashna Hoge
Yun Churra Ke Mujhse Damaan Kahi Tum Ja Na Sakoge
Mujhe Bhoolna Bhi Chaha To Nahi Bhula Sakoge
Sada Bawafa Rahoge Kabhi Bewafa Na Hoge
Mere Dil Mein Teri Surat Mere Meherban Chuppi Hai
Tere Kissou Ki Khusbhu Meri Saanson Mein Basi Hai
Jo Na Khulke Mujhpe Barse Kabhi Woh Ghata Na Hoge
Mere Dil Ko Yaqeen Hai Kabhi Tum Juda Na Hoge
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
may nae sharing karo ge...{)^})
har bar har jate ho...{)^})
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
tham gaya jab shab-e-visaal ka shor
teri yadon se dil aabad kiya

aaansuon ke haseen sitaaron ne
teri ummeed ki bahaaron ne
ek jeewan tha jo barbad kiya
teri yaadon se dil aabad kiya



tu ne shikwa kiya to khoob kiya
ham ko ruswa kiya to khoob kiya
dil ki dharkan se apni, pooch zara
kya kabhi tu ne ham ko yaad kiya



khud farebi ki inteha kardi
har jafa par wafa nichawar ki
ja bja rooh par bhi zakhm lage
besabab dil ko bhi nashad kiya


aansuon ke haseen sitaaron ne
teri ummeed ki bahaaron ne
aik jeewan tha jo barbad kiya
teri yaadon se dil aabad kiya



it's a song's lyrics meko pasand bohat hay is liye yhi share kar diya {(popcorn)}
 
Status
Not open for further replies.
Top