Pakistan

  • Work-from-home

taarzan

Newbie
Nov 1, 2008
34
20
0
35
hi kiya humara mulk tareeqi kar payega ?
tarqi urti churiya ka naam nhn kay pakr kar muthi main jakar lain taraqi musalsal jidujhud ka samar hoti jiska fuqdan kasrat se hiais mulk main...........
sawaal hai kiyun.........
yeh ek aisa swaal hia jiska jawab aaj kal ki naujawan nasl sochti hai jabkay usko mulk ki tarqi ka zarya banna chahiye magar kuch bhut shareef loagoun ne is mulk ka woh haal kardiya hai kay bus ......
halat kaisay badlaingay kiya hum is bhanwar se nikal paingay ??
kiya .........................
sawaal hai kiyaa.................

jawab dejiye??????????????

aisay un ginat sawaloun ka jawab kaun dega??????????????

app main ya phr kaun??????????
 
*Nazar

Newbie
Oct 13, 2008
579
271
0
35
Lahore
You r right Tarzen.
Mera kheyaal hai k agar hamaari yahi haalat rahi to tarakki to duur humari bqa ka masla bhi paida ho jae ga.
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
hi kiya humara mulk tareeqi kar payega ?
tarqi urti churiya ka naam nhn kay pakr kar muthi main jakar lain taraqi musalsal jidujhud ka samar hoti jiska fuqdan kasrat se hiais mulk main...........
sawaal hai kiyun.........
yeh ek aisa swaal hia jiska jawab aaj kal ki naujawan nasl sochti hai jabkay usko mulk ki tarqi ka zarya banna chahiye magar kuch bhut shareef loagoun ne is mulk ka woh haal kardiya hai kay bus ......
halat kaisay badlaingay kiya hum is bhanwar se nikal paingay ??
kiya .........................
sawaal hai kiyaa.................

jawab dejiye??????????????

aisay un ginat sawaloun ka jawab kaun dega??????????????

app main ya phr kaun??????????

Jaddo jahad ki aap nain baat ki hai to na ksisi say sawal karna hai aur na jawab mangna hai is liaay kay is ka faida naheen.

Her fard ko khud apnay tor pay juddo jahad karna hai Islam kay liaay aur apnay mulk kay liaay isi main hum sub ki baqa hai. Agar hum sub apnay apnay tor par apna kaam kiaay jaain to Insha Allah hamara mulk zaroor taraqqi karay ga.

Hum sirf apna kaam poori himmat, mahnat aur lagan kay saath kiaay jain poor naik niati kay saath to Allah hamari zaroor madad karay ga. Insha Allah.
 
mujhay yehi jawab ka intezar tha mujhay laga tha shayad hum sab soo gaye hain magar phr khayal aaya mulk abhi bhi chal raha hai to soocha koi to larai kar raha hoga na sach kay liye aur woh koi ki talash main yeh sawaal kiya aur ab tak sirf ek hi mila .
masla mulk kay rehnumaoun ka nhn humara hai jo is kay bashinday hain aaj jb humain taraqi kay liye kuch karna chahiye tha magar hum ne nhn kiya ???
wajhh kay hum sawaaloun kay jawab dhondtay rahay bjaiy kuch karnay ka sirf sochtay rahay aur aur aaj tak yehi kar rahay hain .
taraqi kay iye soch ki zarorart hoti hai jab us par amal kiya jaye aaj hum sarak par paray kachray ko dekh kar kachra to kehtay hain magar yeh nhn schtay yeh hum ne hiu phelaya hai ......
yeh to sirf ek choti simisal hai aisi anginat hai.

Exactly mulk kay rahnuma to chund aik ginnay chunnay hotay hain agar awam say mawazna kia jaay to so hum na sirf pasmandagi ka balkay corrupt hukmaranon ka bhi takhta palat saktay hain per hum main na soch hai aur na himmat aur hum kuch karna bhi naheen chahtay aur bayhis o mayoos ho kar baith gaay hain.

Her fard nain apnay apnay tor par zimmaydari nibhatay jana hai baqi Allah nain karna hai.

Misaal to bohat zabardast di hai. Waqai hum kachra phala to detay hain per sochtay naheen kay hum nain phelaya hai aur safai ka to hergiz naheen sochtay.
 
Top