pakistan zindabad!!!!

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Nice work from Pakistanies .. aise logon ko sabaq sikhana he chaye jo hum pe attack karen . agar hum khamoosh rahe toe buzdil kehlayen ge . aur chaye woh indians hon ya koi aur ghalat kaam ka jawab dena theek hai . jab woh humara lose kar sakte hain toe humen bhi unko batana chaye ke hum bhi kam nahi :-bd
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
be happy baat fark ki nahi hai baat porey nation ki izaat ka sawal hai . koi kisi ki izaat pe ungli uthaye aur woh khamoosh rahe aisa kabhi possible nahi hai . koi agar chori karta hai toe us ke hath katne ka hukum aya hai usey maaf karney ka nahi . and sub se bari baat unhoo ne humari webs se details chuari mean they are thieves hope u understand
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
islam main hai ke agar koi aap ko baghair kisi waja ke aik chamat marey toe aap bhi badley main us ko aik chamat maar saktey hoo . same going here
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

nrbhayo

Newbie
Nov 23, 2009
111,082
9,732
0


agar koi insan aap k sath bura krta hai to aap os k sath bhi wesa hi karein tab aap k aur os me kia fark reh jae ga?
boht achi naseeht he , i think ab pakistani sites haik ni hoon gi...
aap mujhy solution bta sakti hain k ye haiking kesy roki jaiy? ya isi tarah achi achi batain pr guzara krwain gi?
kal ko wo border cross kr aain tb b humain jawab ni dena chahy na..?
jin logon ny bilawaja ye hrkat shoro ki wo is liy ruk jain gy k aap reply ni kr rahy..?
jb b humari qom ko kuch amli tor pr krna hota he tb humain Golden Words hi Q yyad aa jaty hain?
aagr koi solution ni bta sakty to jo apna kam kr rahy hain un ko to krny dain ,wesy humara cultur he k Insani HJaqooq humain Crimnals k hi nzr aaty hain , Qadi ko sahooltain do , qatil ko phansi na do, mujrm ko chor do,jo aap ka muslsal nuksan kr raha ho usy mt roko , kahain usy aap ka nuqsan krny me koi dushwari na ho jaiy.
 

nrbhayo

Newbie
Nov 23, 2009
111,082
9,732
0
islam main hai ke agar koi aap ko baghair kisi waja ke aik chamat marey toe aap bhi badley main us ko aik chamat maar saktey hoo . same going here
agree with you,Z leo actuly humari nation ki adat he k jb kuch krny ka wqt aata he to aisy golden words ka sahara ly kr zima dari se bhagty hain , apna image soft bnany k chakr me apni duty bhol jaty hain , likhny ko to hum b achi achi batain likh sakty hain pr mera khiyal he is wqt humary kamzor IT sector ko backup ki zaroort he , awami backup ki , taky wo is issue ko solve kr skain , agr B Happy ki bat mani jain to Qatil ko b saza ni milni chahy , warna phansi lgany waly jilad aur qatil me kea farq reh jaiy ga..
aur as a nation aisy moky py humain apni zat se hat kr kahta ho jana chahy
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

nrbhayo

Newbie
Nov 23, 2009
111,082
9,732
0
aur ab b kisi ko samjh ni aa raha humara point to wo Bahar ki posts parhy, she is true Indian,aur aisa hi hona chahy apny country k liy , usy pta he k shoro unhon ny kea lakin us ny belkul isko bura ni kea aur mukmal sport apni country ko di , aur agy b dy gi , aur aik hum hain k reply ka wqt aaya to achay bnny k chakr me devide ho gaiy, jin logon ny ye likha k koi bura kry to un k sath bura na kea jaiy , un logon ny country k bary me kea likha wo b humain parh lena chahy.
 
  • Like
Reactions: Zee Leo

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
be happy baat fark ki nahi hai baat porey nation ki izaat ka sawal hai . koi kisi ki izaat pe ungli uthaye aur woh khamoosh rahe aisa kabhi possible nahi hai . koi agar chori karta hai toe us ke hath katne ka hukum aya hai usey maaf karney ka nahi . and sub se bari baat unhoo ne humari webs se details chuari mean they are thieves hope u understand
hume tasveer k humesha donu rukh dekhne chahiyein.theik hai Pakistan ne onki site ko hack kr dia aur badla le lia.
ab aap ka kia khayal h India chup bethe ga?nahi balke wo ab ki bar aur bura kare ga.aur is trha kam barhta chala jae ga.
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top