Na Aate Hamen.......

  • Work-from-home

Azeyy

•´¯`•» RuDleSS AzeYY «•´¯`•
VIP
Aug 17, 2012
12,084
5,479
513
lahore
Na Aty hamin is main tkrar kia thi?
Magar waada krty hoy aar kia thi?

Taamul tu tha on ko any main qasid
Magar yeh btta tarzzy Inkar kia thi?

Bhari bazm main apny ashiq ko tara
Teri ankh masti main hshyar kia thi?

Tumhary Piami ny sab raaz khola
khta is main bndy ki sarkar kia thi?
 
Top