Jahan tak weapan ki baat hai tu mere pas tu mere pas duniya ka sb se bara weapon hain or us ka nam hai kalam..ji han kalam hi insan ka sb se bara weapon hain...kalam se hi insan elam hasel karta hai.aur duniya ki har musibat ka daat kar muqabla kar sakta hai.....