Mujhe ro ke phir hansna nahin aata

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Mujhe ro ke phir hansna aata hi nahin
mujhe tujh se door rehna aata hi nahin

jaanta hoon teri ehmiyat bohot hai dunya mein
per mujhe dunyavi reet samajhna aata hi nahin

dil dil hai koi gul o gulshan nahin yeh
ise murjha ker dubara khilna aata hi nahin

hai khwahish ke teri judaiy se mar hi jaun per
tere siwa RAB se kuch aur iltija karna aata hi nahin

ab dil ke purdard hone pe dil hi ro liya karta hai
meri aankhon ko ab ashkon ka bharna aata hi nahin
***S_ChiragH***​
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Mujhe ro ke phir hansna aata hi nahin
mujhe tujh se door rehna aata hi nahin

jaanta hoon teri ehmiyat bohot hai dunya mein
per mujhe dunyavi reet samajhna aata hi nahin

dil dil hai koi gul o gulshan nahin yeh
ise murjha ker dubara khilna aata hi nahin

hai khwahish ke teri judaiy se mar hi jaun per
tere siwa RAB se kuch aur iltija karna aata hi nahin

ab dil ke purdard hone pe dil hi ro liya karta hai
meri aankhon ko ab ashkon ka bharna aata hi nahin
***S_ChiragH***​

hai khwahish ke teri judaiy se mar hi jaun per
tere siwa RAB se kuch aur iltija karna aata hi nahin

ahannn gud :-bd
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Bohat khOob..! very well written Bhae..!

But Yah achee aadat nahi k banda ab roye tu hasna bhOol Jaye..! Issi Liye Jeldi se hansna seekh lain warna rOnay pe Pabandi Lag Jaye ge. {(popcorn)}
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Bohot Khoob Saif....

Bohot hi umda sharing hai, har baar ek nayi shayari ke saat aate ho yaar aur har baar bohot umda shayari laate ho, lagta hai bhai aap bohot hi gehraai me dube hote ho bohot hi gehri sonch me...???
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
aawee very emotional and touching poetry aankhon me aansoo aagye....{(cray)}
bht acha likhte ho aap chigoo bhaiya....very very well done...keep writing.....bas poetry ko kala teeka lagana mat bhoolna..hehehe
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
buhat he beautiful likha hai janab aap ne aap yaqeenan tareef ke mohtaj hoo . Allah aap ko is hunar main mazeed taraqi ata farmaye Aameen :)
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Bohat khOob..! very well written Bhae..!

But Yah achee aadat nahi k banda ab roye tu hasna bhOol Jaye..! Issi Liye Jeldi se hansna seekh lain warna rOnay pe Pabandi Lag Jaye ge. {(popcorn)}

Hmmm Thankyou very much sis
aur bhala aap ne hukm kiya to hansi mein deiri kaisi
yeh lijiye "HAHAHAHA" abhi khush.?
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Bohot Khoob Saif....

Bohot hi umda sharing hai, har baar ek nayi shayari ke saat aate ho yaar aur har baar bohot umda shayari laate ho, lagta hai bhai aap bohot hi gehraai me dube hote ho bohot hi gehri sonch me...???

Bohot bohot shukria bhai jan ji haan shayad hoon gehre soch wala banda
jo har sheh ko har baat ko uski teyh se dekhta hai and once again
Thankyou very much bro
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
aawee very emotional and touching poetry aankhon me aansoo aagye....{(cray)}
bht acha likhte ho aap chigoo bhaiya....very very well done...keep writing.....bas poetry ko kala teeka lagana mat bhoolna..hehehe
Aaye haaye Aaso baji aapki tareef ke aage to meri poetry bhi kuch nahin Thankyou very very much
for your sweetest comments
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
buhat he beautiful likha hai janab aap ne aap yaqeenan tareef ke mohtaj hoo . Allah aap ko is hunar main mazeed taraqi ata farmaye Aameen :)
Thankyou very much bro

per Hunar nahin dard e dil ki sada yeh hai
jo mere nas nas me hai uski zara nishani e iza hai yeh


Thanks once again
 
Top