Mere dukh mein kabhi mujhe tanha nahin kiya mere aansuon ne
mere har ghum mein har khushi mein sath diya mere aansuon ne
mein kisi ko bhi kabhi apna dard dikha nahin saka
magfar aaj mera dard sabhi ko dikhladiya mere aansuon ne
jitne the apne mere wo sab sath chhor gaye jab poochha gaya
ke sath kis ne hai nibhaya to mene keh diya mere aansuon ne
akeile mein jab bhi socha mera apna raha koun hai to yeh sunte
hi nikal aaye aansoo is tarah mujhe apna bana liya mere aansuon ne
jis soorat mein jis seerat mein dhoonda mene apna humsafar
us tarah mere hayat ka har lamha mera saath diya mere aansuon ne
***S_ChiragH***