Mera naam hai Zalim mein waar kiya karta hoon
Mera naam hai zalim mein waar kiya karta hoon
muslim ko salam hindu ko namaskaar kiya karta hoon
chaahta hoon bura sab ka mein hai naa kyunke
bayaan sach hi mein har baar kiya karta hoon
auron ke liye jo mousam e khizaan hai
mein unhein duaaon se bahaar kiya karta hoon
per teh shuda qismat ka kiske sath nahin hota
mein bhi saamna e khaar kiya karta hoon
insaaf pasandi le aati hai wapas mujh ko kholi mein
warna mein bhi pasand aaj ka iqtidaar kiya karta hoon
aashiq hi samajh paaye aashiq ki baatein
auron ko to mein ishaar se bezaar kiya karta hoon
ameer hoon to bedil mujhe na jaan ae dost
mein bhi kain apno se pyaar kiya karta hoon
pyaar ki sachai badi nahin kya mere khouf se to kyun
zamane ko dekh mein khamoshi ikhtiyar kiya karta hoon
mujh mein tere banae mujasmon mein hai itna hi faraq tu
us khamosh se mein tujh se khamoshi se pyar kiya karta hoon
***S_chiragH***

__________________