Mera khuda har roz mujhe nayi khushiya deta hai
shadman woh mujhe to bana deta hai
jab hoti hai koi baat galat mujh se
main karti nahi ho jata hai jab kaam galat mujh se
mera khuda bigde huve mere kaam bana deta hai
shadman woh mujh ko bana deta hai
jab bhool main jati hoon kabhi teri baaton ko
aur neend se uth jati hoon ghabra ke raaton ko
mera khuda aa kar mere sapno ko saja deta hai
shadman woh mujh ko bana deta hai
jab gair ho jate hain kabhi aise hi khafa mujhse
aur dost bhi kar jate hain aise hi jafa mujhse
woh pyar ki phulwari se meri rahon ko saja deta hai
shadman woh mujh ko bana deta ha..