mard ki moochh shaan hai

  • Work-from-home

hadi zaman

Newbie
Aug 31, 2010
306
47
0
lahore
Assalam o Alaikum

kisi siyanay ne kaha k mooch nahi tu kuch nahi......

amitaab bachan kahtey hain k mochhain hoon tu nathu laal j c hoon.....


kuch hazraat kahtey hain k mochh mard ki shaan hoti hein.......


kharak singh mashoor shakhsiyat they isliye k un ki bari bari mochhain thi......
[/SIAamir-Khan-Wallpapers-02.jpgZE]

puranay zamanay main har mard mochhain rakhtey they....kuch log tu daily apni mochhon ko 1 pao tail lagtay they......

lekin aaj ki youth mochho ko mard ki shaan nahi samjhtey........ Q??? :-?
Aamir-Khan-Wallpapers-02.jpgpari yeh aaj hi ki mochhain hai
kahan gayi wo mochhain??? :s

kahan gaye vo marad jo ek pao tail lagtey they jo apni mochhon se motor cycle khenchtey they.... :s

kahan hein vo???
 
Top