Mairi Zaat Ab To Mairi Nahi'n(میری ذات اب تو میری نہیں)

  • Work-from-home

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
wa alaikum assalam
yup agreed with u......
ye 1 talkh haqeeqat hay.......... hamare yahan k khuch aese rasm o riwaj hain k hamara nazaya ye hota hay k shadi kar jab bahu ko laya jata hay to ham yehi chahte hain k poore ghar ki or poore ghar walon ki zimmedariyan us k uper dal k ham azad ho jaen...... to ye kisi tarah b munasib ni hay..... q k itne sare logon ka bojh dalna us bechari par zulm or sakht na insafi hay.........!!

Mairi is kawish ko serhaney ka buhat shukria Asheer
is mai'n koi shak nahi'n keh ye hamarey muashrey ka almiya hey
laikin ye bhi haqiqet hey keh hamai'n khud hi is almiye k khatimey ki koshish kerna hogi
Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
 
  • Like
Reactions: Asheer

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Hoorain mairi behen tumhari soch bhi sahi hey aur tum ney samjha bhi sahi hey aur tumharey comments bhi sahi hai'n laikin mairi soch k mutabiq der haqiqet in sari batoo'n ki wajha deen sey doori hi hey, aur asal mai'n gher mai'n balance rakhna mard ki zimmey dari hi hoti hey laikin iska ye matlab nahi'n keh woh gher k her muamlaat mai'n dakhal andazi shoro kerdey kyoo'n keh buhat si batai'n aisi bhi hoti hai'n jin ka gher key mardoo'n key ilm mai'n aana zarori nahi'n hota aur un muamlaat ko gher ki kwawateen ziyadha behter tor per hel kersakti hai'n laikin gher key afraad key dermiya'n balance rakhna aur insaf sey kaam laina mard ki zimmey dari hoti hey aur isey islam key ehkamaat per chal ker hi achi terha sey nibhaya ja sakta hey,mairi is kawish ko serhaney ka buhat shukria,Allah tumhai'n hamaish akhush aur salamet rakhai'n,Ameen
Very True!
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
Bela mairi behen tum ney hamaisha hi mairi tehreeroo'n ki paziraiu ki hey aur seraha hey
tumharey comments perh ker yaqeen jano buhat khushi hui ye waqt ki zaroret hey keh aaj kiaurat ko maloom hona chahiye keh us key sath kia ho raha hey aur kon kon iska zim'mey dar hey kyoo'n keh is haqiqet sey inkar nahi'n keh hamarey muashrey mai'n aurat key sath zulm aur na insafi mai'n buhat bara hath khud aurat ka bhi hota hey,Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhai'n, Ameen

apki tehhrerain hoti hi itni achi han.....
exactly! esa hi ho raha ha...... aurat khud hi apni sab se bari dushman ha...
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

parchaii

Regular Member
Jun 22, 2013
67
18
58
Bilkul mai'n tum sey 100% mut'tafiq hoo'n
laikin is na insafi key khatimey k liye kia kerna hoga
aur kaisey kerna hoga, sada khush aur salamet raho,Ameen
is k liye koi kuch nai kr sakta balke girls ko khud apne andar apni zaat ka confidence creat krna chahye..jo log apni zaat ko roond dete hen un k sath yhi sb hota hai phr chahe wo larka ho ya larki..
girls agr shru se hi apni tamam rishto me balance rakhne k sath apni self respect ko b ehmiat den to is trha k problems se bacha ja skta hai kyo k is dunya ka ye rule hai k jo jhuka hota hai use or jhukaya jata hai
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
is k liye koi kuch nai kr sakta balke girls ko khud apne andar apni zaat ka confidence creat krna chahye..jo log apni zaat ko roond dete hen un k sath yhi sb hota hai phr chahe wo larka ho ya larki..
girls agr shru se hi apni tamam rishto me balance rakhne k sath apni self respect ko b ehmiat den to is trha k problems se bacha ja skta hai kyo k is dunya ka ye rule hai k jo jhuka hota hai use or jhukaya jata hai

Nice reply parchaii...laikin mujhey tum sey thora sa ikhtilaf hey,is mai'n koi shak nahi'n keh self respect kao zaror ehmiyet daini chahiye laikin families key matter is terha sey handle nahi'n hotey aur is mai'n main role gher ki us shakhsiyet ka hota hey jo gher key umoor ko chalata ho laikin ismai'n ek intihai ehem role gher key us lerkey ka hota hey jis key hawaley sey ek baho gher mai'n aati hey ye us ki zim'mey dari hey keh apney gher waloo'n key liye apni wife key aagey khra ho bilkul ishi terha lerki ko apney maikey key muaamlaat mai'n apney husband ki bajaye khud muaamlaat k handle kerna chahiye,hamaisha khush aur salamet raho,Ameen
 
han g sahi kaha ap ne...agr husband ka sath ho to phr ko kuch b mushkil nai rehta
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger
Top